" مجبوریوں کے نام پر دامن چُھڑا گئے ، وہ لوگ جِن کی باتوں میں دعوے ہزار تھے! ۔ " 💔🙂

کسی کی آنکھ سے سپنے چرا کر کچھ نہیں ملتا منڈیروں سے چراغوں کو بجھا کر کچھ نہیں ملتا کوئی ایک آدھا سپنا ہو تو پھر اچھا بھی لگتا ہے ہزاروں خواب آنکھوں میں سجا کر کچھ نہیں ملتا اسے کہنا کہ پلکوں پر نہ ٹانکے خواب کی جھالر سمندر کے کنارے گھر بنا کر کچھ نہیں ملتا



Babar Azam se stamp paper per likhwa lein
ke world cup jeetney ke baad siasat me hissa nhi lega
میری پاکیزہ سوچوں میں خلل ڈالتی ہے تیری چند لمحوں کی جھوٹی محبت
تُو نے دیکھی ھے وہ پیشانی ، وہ رخسار ، وہ ھونٹ٠٠٠٠ زندگی جن کے تصور میں ، لٹا دی ھم نے٠٠٠٠ تجھ پہ اُٹھی ھیں وہ کھوئی ھوئی ساحر آنکھیں ٠٠٠٠تجھ کو معلوم ھے کیوں عمر گنوا دی ھم نے
Yar se Bichhrey hue, Hijr ke Mary Log
Hosla Detey Rahey, Hosla Harey hue Log
Low of attraction

vo jo ham meñ tum meñ qarār thā tumheñ yaad ho ki na yaad ho
vahī ya.anī va.ada nibāh kā tumheñ yaad ho ki na yaad ho
vo jo lutf mujh pe the beshtar vo karam ki thā mire haal par
mujhe sab hai yaad zarā zarā tumheñ yaad ho ki na yaad ho
vo na.e gile vo shikāyateñ vo maze maze kī hikāyateñ
vo har ek baat pe rūThnā tumheñ yaad ho ki na yaad ho
kabhī baiThe sab meñ jo rū-ba-rū to ishāratoñ hī se guftugū
vo bayān shauq kā barmalā tumheñ yaad ho ki na yaad ho
hue ittifāq se gar baham to vafā jatāne ko dam-ba-dam
gila-e-malāmat-e-aqribā tumheñ yaad ho ki na yaad ho
koī baat aisī agar huī ki tumhāre jī ko burī lagī
to bayāñ se pahle hī bhūlnā tumheñ yaad ho ki na yaad ho
kabhī ham meñ tum meñ bhī chaah thī kabhī
mere ham-nafas mere ham-navā mujhe dost ban ke daġhā na de
maiñ huuñ dard-e-ishq se jāñ-ba-lab mujhe zindagī kī duā na de
mere dāġh-e-dil se hai raushnī isī raushnī se hai zindagī
mujhe Dar hai ai mire chāra-gar ye charāġh tū hī bujhā na de
mujhe chhoḌ de mire haal par tirā kyā bharosa hai chāra-gar
ye tirī navāzish-e-muḳhtasar mirā dard aur baḌhā na de
merā azm itnā buland hai ki parā.e sho.aloñ kā Dar nahīñ
mujhe ḳhauf ātish-e-gul se hai ye kahīñ chaman ko jalā na de
ye jo dīvāne se do-chār nazar aate haiñ
in meñ kuchh sāhab-e-asrār nazar aate haiñ
terī mahfil kā bharam rakhte haiñ so jaate haiñ
varna ye log to bedār nazar aate haiñ
duur tak koī sitāra hai na koī jugnū
marg-e-ummīd ke āsār nazar aate haiñ
mire dāman meñ sharāroñ ke sivā kuchh bhī nahīñ
aap phūloñ ke ḳharīdār nazar aate haiñ
kal jinheñ chhū nahīñ saktī thī farishtoñ kī nazar
aaj vo raunaq-e-bāzār nazar aate haiñ
hashr meñ kaun gavāhī mirī degā 'sāġhar'
sab tumhāre hī taraf-dār nazar aate haiñ
Tujhe Ishq Ho Khuda Kare, Koi Tujh Ko Us se Juda Kare,
Tere Hont Hansna Bhool Jain, Teri Aankh Pur Nam Raha Kare,
Tere Samne Tera Ghar Jale, Tera Bas Chale Na Bacha Sake,
Tere Dil Se Nikle Yehi Dua,Youn Na Ghar Kisi Ka Jala Kare,
Tujhe Hijar Ki Wo Jhari Lage,Too Har Pal Milan Ki Dua Kare,
Tere Khuwab Bikhrain Tooot Kar, Use Kirchi Kirchi Chuna Kare
Tu Nagar Nagar Phira Kare, Tu Galli Gallli Sada Kare
Too Usay Dekh K Ruk Pare, Wo Nazar Jhuka k ChaLa Kare,
Tujhe Neend Na Aaye Rat Bhar, Too Ghari Ghari Gina Kare,
Hans Hans K wo Sab Se MiLa Kare, Chup Chup K Too Roya Kare,
Zindagi Se Bezaar Rahe, Mar Mar K Too Jiya Kare,
Phir Tujhe Ishq Pe Ho Yaqeen, Usay Tasbeehon Mein Parha Kare
Phir Mein Kahon Ishq To Dhaong Hai, OR Too Nahi Nahi
Kaali kaali zulfon ke phandey na dalo hamein zinda rahney do ae husn walo



submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain