Ahsas Talukat ki bunyaad hy..
or ahsas hamasha whi shaks krta hy jo khoudgarz nahi hota....
believe that😶
muhobat or dosti
ya 2 chezain har tufan ka mukabala kar sakti hain..
magr 1 cheez in dono k tokry tokry kar sakti hy..or wo hy...
galat fahmi...
Log Kahtay hain k mn pasand shaks ap k skon ki wajh hota hy..
jub k main kahta hu k ap ka mn pasand shaks ap k dipratsion ki wjh hota hy
Diwar say Lagay Shishay or dil say jory rishtay hamasha gaflat say hi tottay hain....
believe that😶
Jo log Apna gusa or naftar zahir kar daity hain in say na ghabraya karo...
wo dil k suchy hoty hain...
Dosron ko chota.kamtar.or nicheh sabit karny say aj tak koi bhi azeem nahi ban saka...
kisi ka parda rakhny main hi azmat or barai hai...
believethat
Koshish karin k bina matlb k he achy banain...
Matlab k liya tu har koi acha ban jata hy....
believe that...
hasiyat ka bhi ghouman na krna kbhi yaad rakhna.
uran hamasha zameen say shro ho kr zmeen py hi ahttam pazer hoti hay...
Kabhi Kabhi asa wakt bhi ajata hay k kal tak hawa main urnay waly..
kabhi kabr chalny k kabil b nhi rahty..
ajzi or inksari k sath jina sikhin
jis nay ap ko opr charhny main madad ki hy..
usko torny ki kbhi koshish maat kro..
ku k wapsi utnry min tumhy iski sakht zrorat hogi
Zindgi choti nahi hoti...
hum jina hi dair say shru krty hin..
jub tak rastay samjh main aty hain...
tab tak lotnay ka waqt shru ho jata hay.....
Hua tu kuch bhi nahi galib.bas thora sa maan tota hy..
thory say log bichry hain.
thory say khwab bikhry hain.
hua tu kuch b nhi galib.
bas thori si nindain uth gai hain.
thori si khoushiya chin gai hain
hua tu kuch bhi nhi galib bas apna ap gwaya hy ankhon ko brsna sikhya hy
chahton ka sila pya hy
hua tu kuch bhi nhi galib
bas ksi apny ny rolaya hy
kisi ki talash main maat niklo....
log gum nahi hoty badl jaty hain..
milti hay har trf say yon tu zamany ki har khoushi...
lakin jo baat bhion min hy kisi or main KahaðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜
miss u
Har wo insan 2takay ka hi ha.
jo kisi k dil main jagh banany k baad bhi es say bahtr ki talash main rahy...
believe that...
Apny Mouhobat karny walo say itni Shikayatain na rakhin..
k
ap ki shokayatin dur karty karty wohi ap say dur ho jain...
Sub kuch hasil nahi hota zendgi main...
kisi ki kash or kisi ka agr rah hi jata hy...
believe that
Zindgi Asan Nahi hoti usy asan banaya jata hy..
kuch sabr kar k. kuch bardashat kar k.
or kuch nazar andaz kar k....
believe that
ishq k 4o drjaat hain.or un main say sub say chota darja ya hay. k apna sr utar kar mahbob k kadmo mai rakh diya jay
Na Gila Raha Na guma Raha. Na Guzarishain Na Gouftgo..
Na main Raha Na wo Raha Na Farmaishain Na justjo
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain