waqt har waqt ko badal daita hay...
bas waqt ko thora waqt chahiye....
Mahsos ho rahi hay hawaon main uski khoushbu...
lagta hay mari yaad main wo sans lay raha hayπ
Hazrat Ali R.z
jo shaks tumhara gusa bardast ka ly. or phr bhi sabit qadm rahy..
wo tumhra sucha dost hay...
hazrat Ali r.z
kisi insan ki muhobat pana chahty ho tu usy bta do...
kyoun k zindge moka kam or dhoka zayada dati hayπ
k
Aik na aik din kisi ka tu mujhy hona hi hay..k
tum muhobat say jo dakho tu tumhra ho jao
Zara sa jhot he kahdo k tum bin Dil nahi lagta....
hamra dil behal jay tu tum phr say mukr jana
hum taslim kart hain hamin fursat nahi milti...
magar jub yaad karty hain zamana bhol jaty hain...β‘β‘β‘β‘
Ahmad faraz....
Usay hum yaad Aty hain faqt fursat k lamhon mai...
Magar ya bhi such hay usy fursat nahi miltiπ
Shaklo surat insan ka pahla tarf ha..
insan ka 2sra or asl taruf esky alfaz hain..!!
Apna dosra taruf mukamal kar lo!!
itana mukaml k!! log tumhra pahla taruf bhol jain!!
Alfaz ki saltnat k badsha ban jao!!
kyoun k zindgi ki sakhtiyoun k darmiyan har wo lamha haseen hy..
jis main muhobat ka jawab muhobat say milyπππ
Rahtay Hain Masrouf..
Karty hain bahanay...
Batatay hain majboriyan..
ya log saaf alfaaz main khoud ko bewafa kyoun nahi kahty.??
last Lin's
wo kahti hay k boht batin banatay ho..
magar such hay k ya batin boht hi shad rakhti hain.
main kahta hu ya sub batin fasany bas ik bahana hin.
k kuch pal zindgani k tumhary sath kat jain...
phr esky baad khamoshi ka raqs hota hay.
nigahin bolti hain or lab khamosh rahty hin
wo kahti hay bato na kisy khony say darty ho?
btao kon hay wo? jisy ya mosam bolatay hain?
main kahta hun ya mari shayre ha ayna dil ka..
zara daikho batao kya tumhain es main nazar aya??π
Last page
wo kahti hay mujhy alfaz k jugnu nahi miltay.
k tumhin bata skon mary dil main kitni muhobt hay...
Main kahta hun Muhobat tu nigahon say jhalakti hay..
tumhari khamoshiyan mujh say tumhari baat karti hainπππ
Wo kahti hay mujhy wa raftgi say daikhty kyoun ho?
main khoud ko bht hi qemti mhsos karti hun...
main kahta hun mata.Ay.jaan boht anmol hoti hay..
main jub b dakhta hu zindgi mahsos karta hu..
nig8 all
wo kahti thi tumhain mujh say muhobat is qadr ku hai.
k main 1 aam sai larki tumhain ku khas lagti hun.?
main kahta hu kabhi khoud ko mari ankhon say tum daikho...
mari diwangi ku hay ya khoud hi jaan jao giπππ
page 2
wo kahti hay bato kaya mary bin je sko gay tum??
mari batin.mari ankhin. mari yadain bhola do gay..
Main kahta hu kabhi es baat par socha nahi main nay.
magr 1 pal ko bhi sochon tu sansain rokny lagti hain...πππ
Acha insan matlbi nahi hota....
wo bas dur ho jata hay un logo say jinhin uski qadar nhi hoti....
believe that
wo kahti hay judai say boht darta hy mara dil. k khod ko tum say hat kar dakhna mumkin nahi hay ab.. .
main kahta hu yahi khadshy bhot mujh ko satatay hain..
magar such hay.. muhobat main judai sath chlti hay....
page one completely..
believe that good night
wo kahti hay sada asy hi kaya tum mujh ko chaho gay?
k main is main kami koi gawara kar nahi sakti....
main kahta hu muhobat kaya hay?ya tumny sikhaya ha..
mujhy tum say muhobat k siwa kuch bhi nahi ata....
Wo kahti hay suno jana!muhobat moom ka ghar hay..
tapash ya badgumani ki kahin pighla na day esko...
main kahta hun k jis dil main zara b badgumani ho..
waha kuch or ho tu ho muhobaat ho nahi sakti.........
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain