Night post
Zakhm boht gahra tha izhar kya karty...?
Hum khoud ban gay nishana waar kya karty?...
Maar gay hum.. or kholi rahi ankhain....
Aab es say zayda tira intzaar kya karty💖
Tari Yaadain bhi mary bachpan k khilono jasi hain...
jub tanha hota hu lay k bayth jata hun
Tujhy Pa na saky Tu sari zindgi tuj say payar karin gay...
Zrori tu nahin jo mil na saky usy chor diya jay...
believe that..
Agar Kisi ki Muskurahatain Ap k wajood say Wabasta hain....
tu yaqeen karin Ap ka Wajod Qably Rashk hy....💖
believe that
Koi Haar Gaya koi jeet gaya....
Ya Sal bhi Akhir beet gaya
Kufar k baad Sub say bhara gunah... Dil💖 dukhana hy...
phr chahy wo dil momin ka ho yaa kafir ka...
believe that...
gd ni8
Bana Kar Chor Daity Hain Apni Zaat ka Adi...
kuch log youn bhi intkaam liya karty hainn...
Tumhary Dil💖 Main qayd hain hamari dharknain....
dhrkty rahna wrna maar jain gy....
Achy Rishtay Or Zindgi k hamsafar jab bhi naraz hon..inhain mana lina chahiye...
kyoun k tasbi jub totti hay tu isky danay choun liy jaty hain...
Main usky khyaal say niklon tu kaha jaon¤¤
wo mari soch k har raasty py nazar ata hy....
believe that...
Silsala chahat dono ka ajb tha...
wo mari jaan chahta tha..
or min jaan say zayda osy...
Jo badal jay wo khowahish hay...
jo qaim Rahy wo muhobat hay...
Rishta Jataya nahi jata...
Nibhaya jata hay....
phr chahy koi dur ho ya pas....
like all posts without comment😶
Bhol Jaon Ga Osi pal osi Waqt tujhy....
Bas tu us say mila day jo mujh say zayda chahy tujhy...
Agar Mujh Say Muhobat Nahi Tu Roktay Kaoun ho?
Tanhai Main Mary bary Main sochtay kyoun ho..?
Agar Manzil Judai Hay tu Janay do Mujhy...
loot kar kab awo gay pouchty ku ho..
Like all posts without comments
Mujhy nineed ki ijazat bhi tari yaadon say lani parti hy...
tu khoud aram say so jata hy mujhy apni yaadon main chor kar😔
night post
Raat itni Haseen hay k sub gahri nined main hain....
1 hum badnseeb hain k jal rahy hain kisi ki yaad main....
believe that
Kabhi ya maat sochna k hum yaad nahi karty...
Raat ki akhri or subh ki pahli soch ho tum
Koi nahi Ay ga mari zindgi main tary siwa....
aik mout hi hay jiska hum wada nhi karty😶
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain