Damadam.pk
Salar.33's posts | Damadam

Salar.33's posts:

S  : Novel...Tu hi tu.181 - 
S  : Novel...Tu hi tu.180 - 
Salar.33
 

us k ilawa us k nam pe trust tha jis k paisy usy 25 ki hony k bad milny thy..wo car drive krti airport ki trf brh rhi thi hr lmha usy azadi ki trf le ja rha tha us ki car ki khirkiyan khuli thi jo us k awara balun ko bekhair rhi thi
Gari main bjty g@ny k sath wo bhi unchi unchi gungunany lgi akhir wo azad thi…wo 19 ki thi or usy kisi ki zrort nhi thi
Us ki gari aik dhcka kha k ruki tyre blast hony pe wo gari se nikli srk pe kanch k tukry bikhry huy thy,wo sunsan jga pe thi or uski filght ka time ho rha tha…us ne taxi service ko call krny ka irada kia
Tb hi kisi ne pechy se us k nak or munh oe romal rkh dia wo khof se trp uthi thi lekin agly hi lmhy us ka jism dhela prny lga us ka mobile zameen pe gir gya or wo be hoshi main jhol gai

S  : Novel...Tu hi tu.179 - 
Salar.33
 

Dasht e Zulmaat
Ep.10
Us k wahan se jaty hi wo jga goliyun ki awaz se bhr gai..kuch log apny sath huy kisi hadsy ki wja se aisy hoty hain..kuch log taqt k lalch main..kuch hawz ki chah main..lekin haad mirza ko in main se koo chah nhi thi or na hi wo kisi aisy hadsy ka shik@r hua tha..wo is liye aisa tha kyun k wo insani shkl main aik darinda tha or usy apni darindagi py@ri thi
*****
Hoorain k papa or mama tb bhi ghr nhi thy na hi wo us k islamabad jany k irady se waqif thy..us ne un k liye aik kht likh diya jis main us ne saf ye likha k wo hamesha k liye yahan se ja rhi hai
Ye jga kbhi bhi uska ght nhi rha..wo wo ab kbhi na lotny ka faisla kr chuki thi..us k pass kafi paisy thy or uski asl mama ki sari jaidad bhi usi ki thi

Salar.33
 

Dasht E Zulmaat...Episode No.9 Complete

S  : Novel...Tu hi tu.178 - 
S  : Novel...Tu hi tu.177 - 
S  : Novel...Tu hi tu.176 - 
S  : Novel...Tu hi tu.174 - 
S  : Novel...Tu hi tu.173 - 
Salar.33
 

jahan pe larkiyun se zbrdsti jism faroshi ka kam lia jata tha kai logon ko smjh nhi ai thi iski bat or wo sb chup k ye sb krty..shehr main yehi akhri jga thi jahan ye sb ho rha tha or ab is jga ko chlany wala is mazy dar dish ka aik jzw tha or us k sathi usy khany wali jaisy wo un mason larkiyun ko noch khaty thy..wo shkhs kaisy us k samny taleef se trpa tha is se uski rooh ko sakoon aya tha
Haad n3 us k hathun se shuro kia tha…pehly us k hath katy phir zuban lekin jb itny se hi wo be hosh hony lga to us ne chako us k pait main ghonpa tha phir usy katty huy zinda shkhs main us k androni aaza zameen pe nikal phenky pehlu maida phir antriyan
Us ka kam y@han khtm ho chuka tha us ne apny pechy khry aihtsham ko ishara kia or khud chla gya

S  : Novel...Tu hi tu.172 - 
S  : Novel...Tu hi tu.171 - 
Salar.33
 

us ne in sb k samny pri plaitun m@in mujood dish khany ko kaha…wo sb khof se aik dosry ko dekhny lgy lekin apni jan bchamy k liye wo is dish ko khany lgy..unhain wo boht psnd aya tb hi in main aik shkhs k munh main kuch sakht chez ai us ne us chez ko bahr nikal dekha to wo aik dant tha…aik insani dant…
haad in sb k tasurat se mehzoz hota ksh lgany main masroof tha..wo admi cheekhnain lga jb baqi 4 logun ne usy dekha to wo bhi chekhny lgy un main do ne ultiyan krni shuru kr dien jisy dekh k haad ka kehkaha fiza main bulnd hua
ye…ye sb…kya…hai…beast
kya hua psnd nhi ai dish…us ne tanziya muskuraty huy pocha
tumhary boss se hi bnaya gya hai ye…uska itna kehna tha k wo log phir se ultiyan krny lgy
ye jga aik private hotel th@ jahan

Salar.33
 

To phir us se shadi kaisy kr leti..rubat kitni hi dair wahan usy pukarta rha akhir kar gaurds ne usy wahan se jany pr majbor kr dia wo thky huy qdm uthata waps gari ki trf brhny lga.stearing wheel ko wo kitni hi dair peetta rha jb tk k uska khud ka hath khon alod na ho gya usy khud se nfrt hony lgi thi
hoorain wahan se apni mama k kmry main bhagi thi usy bs yahan se jana tha wo un ka bag utha k apny kmry main aa gai kyun k uska khareda bag mall main hi reh gya tha wahan koi bomb nhi bl k kisi ne afwa uraie thi..usy bs is shehr se dor jana tha
*****
wo kursi pe betha kisi shehnsha se km nhi tha…wo ciggrate k kash lga rha tha us k samny tabke pe bethy kai log usy khof k tasurat se dekh rhy thy.....

S  : Novel...Tu hi tu.170 - 
S  : Novel...Tu hi tu.169 - 
S  : Novel...Tu hi tu.168 - 
S  : Novel...Tu hi tu.167 -