Barbad kar dati ha muhabat har ishq karny waly ko kui k ishq har nahi manta or dil bat nahi manta 😭
Kash banany waly na muja ketab banaya hota tum parthy parthy so jaty humei seny 💖 sa lagya hota 😯
Manta he nahi mara dil usy bhool jany ko mein hat 🙏 jarta hu dil 💔 pau pakar lata ha 😰
Baki batei choro ✋ humei toh un ka G kahana b kamal lagta ha 😍
Both dil karta ha sab ki tarha khush😊 rahu pr rula 😭 dati ha kise ki kami 😰
Pata nahi kis honar ko tum shairy kahty ho hum toh wo likhty hein jo tum sa kah nahi paty 😔
Aj dil phir both udas ha 😰 pata nahi kasa ho ga mary dil mein rahny wala 😭
Ab mein sad song sun kar hasti hu 😆 pata ha q tumhara hasta huva chahra jo samny a jata ha
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain