ap mayoosi k akhry duhraye pe kharre hon aur ek kirn dil main jaage k wo ALLAH qafy h mere liye to yaqeen janain wo duhraya hy kamyab manzil k tor par samne aaye ga
ek ajeeb gela h ghamon ka sab se k log bas khushiyan chahte hain
ankhon se nekle ansuyon ky qadar kijiye mukhtasir kahoon to ksy ko dil na dijiye
aksar oqat khamosh beth jaane se .. tanhaiyon ko hamraz banane se .. dil ka bojh halka ho jata h ..
aur phr to dunia makafat e ammal ka nam h ap jaisa karain gay waisa bharain gay
aur phr tm apne parwardegar ky kon kon c nematon ko jhutlao gay ☺
es suhani sham ko kiya likhoon main ek udasy ka peher h jo tulooh e aftaab khatam ho ga
in ankhon ky masty k mastaane hazaron hain 👉🎵👌
kamal k din guzar rha hn tanha ratain aur tery yadain sanbhal rha hn
mujhe ney aata aawazon main suroor mujhe dabeez khamoshy se pyar h
ao zara tarq e talluq krte hain tanhaiyan b to zindagi huya krty hain
ab to aa para h neya sal ab k phr tm ney aaye