kiyamat k din un logo ka alag hisaab hoga jo screen shoot ak doosro ko bhej kr apas m laraiya karwate h ✌
kainat ki mehingi cheez ihsaas h jo hr kise insaan k pas nhi hota
Jb fesla asman se ho to zameen walo ki wakalat nhi chalti
Logo se darna chorde izaat allah deta h log nhi
Hidayat oR Allah ki Muhabbat dono asi cheeze h jo Insaan Ko mange bagar nhi milti