Damadam.pk
Shararti_larka_11's posts | Damadam

Shararti_larka_11's posts:

Shararti_larka_11
 

Assalamualaikum Everyone kesy ho app sb

jissa jitne chai khalo pr na khena koi k mena mithai nai khelai
S  : jissa jitne chai khalo pr na khena koi k mena mithai nai khelai - 
Shararti_larka_11
 

assalamualaikum good morning happy rain day

Kashmir
S  : My kashmiri raw finally hand tamed trained - 
Shararti_larka_11
 

Assalamualaikum snga ye

Beautiful Nature image
S  🔥 : Kashmiri raw my cute and anger parrot - 
True sach hai
S  : True sach hai - 
Shararti_larka_11
 

Assalamualaikum All post like Without Comment

Beautiful Nature image
S  : Hand tamed k Liya training dy rha - 
Kashmir
S  : Masha Allah kashmiri raw - 
Shararti_larka_11
 

Yaha kesi ko b kesi no ki details chai ho wo mil jahy gi

Sad Poetry image
S  : Brand change hai peeta srif gold leaf ho - 
Shararti_larka_11
 

uff it e garmi k paseena sa Naha rha lag rha pigal jahy gy is garmi me

Shararti_larka_11
 

Tu likhe dard, tou main aage behisaab likhu
Tu likhe sham, main gam, gilley aur sharab likhu
Tu guzara zamaana lage, main tujhpe kitab likhu
Riyazi kamjhor meri, duniya ghadbadi karti hisab mein kyu?
Khuli kitab bhi hu, rehta hu khud mein ek raaz sa kyu?

Shararti_larka_11
 

Kya aasan thi maut?
Kya ek umar thi ya bas ya ghum-e-shaam thi maut Koi taruff hua ya fir gumnam thi maut Tum jeete ji mare toh wo to naam i maut Mere shehar me to ek waqt pe aam thi maut Kala ko rulaaye, kalakaar ki maut So my brothers ride with me while the safety's off Agar aa rahe ho this better be worth the 'cause
Wo dete kyun awaaj nahi ab Dil bardasht tha, sirf udaas nahi hum Tum ho yaad hume tumhe aate yaad nahi hum Smoke trees poora din aate baaz nahi hum, yeah

Jumma mubarak
S  : Rear Parrot Jumma Mubarak everyone - 
Beautiful Nature image
S  🔥 : most Rear parrot cockatoo - 
Beautiful Nature image
S  : my dream parrot cockatoo - 
Shararti_larka_11
 

Tu hee aag tu he uspe parti baarish,
Mein wo khaali haveli jiski tu akeli waaris,
Tu hee chaaon, tu hee dhoop, rangon ke saat roop,
Tu jitni khoobsurat uss se kahee'n zyada duur,
Mein likhna chor dun jo tere baare,
Mein qalam torr dun aur tu siyaahi mein basa reh,
Hansa rahey zamaane ko khud se pareshaan,
Wo parhti thi kitaabein mein parhta hun insaan,

Shararti_larka_11
 

Duniya lagi hui eid ke mahol me,
Ek hum jo teri deed ke mahol me,
Kya kya likh deta hun neend ke mahol me,
Mai aane ke liye raazi hun, mureed ke mahol me,
Baitha rehta hun umeed ke mahol me,
Tu paani tak ni puchti yazeed ke mahol me,
Lage pade ab sangeet ke mahol me,
Hum haarne ko raazi hai is jeet ke mahol me,
Mai khud talash me mile mujh jaise log nahi,
Mai ek bahar aur tu mausmo kO rok nahi,
Tu ek pehar meri soch me sama hua,
Mai likhun sher tujhe shaayri ka shauk nahi,