Damadam.pk
Shararti_larka_11's posts | Damadam

Shararti_larka_11's posts:

Shararti_larka_11
 

dill me udasi ly kar chup h bebasi ly kar.
has dyty h dard me b chup hy khushi me.
kedi uljan zindgi ki kiss raah ly chali.
roya nai jata.
khush rhany ki waja nai milti

Shararti_larka_11
 

ajeeb se uljan h gazab se tanhai h.
na tha koi saat or na koi saati h.
zindgi k har moor py log milty bhut h.
phr jo zindgi bhar saat rahy wo milta he nai h

Shararti_larka_11
 

humna b sekh liya dard me muskurana abb kn kiska hota h ya wakt na bata he diya.
ya mtlb ka h zamana din me log saat raat ko har lamha tanha he h bethana

Shararti_larka_11
 

ao sunao pyar ki 1 kahani.
1 tha raja .
1 ti rani.
bhar me jahy raja rani.
humme apni zindgi h guzarni unha apni to apni kary zada better h kahaniyo py believe nai karna chai h

Shararti_larka_11
 

aziz itna he rakho k dill bahal jahy abb itna b na chaho k dam nikal jahy

Shararti_larka_11
 

headache fever dangi ya ajj kll har kesi ko he ho raha h iski koi waja janta h kiya agr janty h to please bata do

Shararti_larka_11
 

hi everyone kesy ho app sb dmd sa achi koi site h to bata do yr abb to boreyat hoti yaha

Shararti_larka_11
 

phool h gulab (🌹🌹) ka.
koi asla (⛏️🔨📌📍✂️🗡️⚔️) to nai.
chumi shumi lylo koi masla to ni

Shararti_larka_11
 

koi h yaha mera old frnd ya jo mujhe janta ho yr sb kaha gy itna zada dmd change ho gya h koi b nai dekh raha jo mera dost tha ya ho

Shararti_larka_11
 

I Miss MY All Old Frnds :(
I`M ALONE

Shararti_larka_11
 

hi everyone I'm back

Shararti_larka_11
 

kn hota h apna mtlb nikal jany k bad kn hota h saat wakt nikal jany k bad u to sb khety h hum saat h phr hota kn h u sb khety dukh me saat h phr hota kn h

Shararti_larka_11
 

Afsanay ab likhta nahi hoon
Main dunya ko dikhta nahi hoon
Mat pucho main kitna sahi hoon
Kyun ek jagah tikta nahi hoon
Basar karte hain tere dil mein
Asar hai to shikwa kare kyun
Zikar hota hai har mehfil mein
Wo chahte par dikhta nahi hoon
Afsanay ab likhta nahi hoon
Main dunya ko dikhta nahi hoon
Mat pucho main kitna sahi hoon
Kyun ek jagah tikta nahi hoon
Basar karte hain tere dil main
Asar hai to shikwa kare kyun
Zikar hota hai har mehfil main
Wo chahte par dikhta nahi hoon

Shararti_larka_11
 

har aina toota lagy hai.
sach b humme jhoota lagy hai.
jany kaha hum agy hai.
sara jahan rutha lagy hai.
kiya dard e dill na diya.
hum kiya kary.
haree haree haree hum to dill sa haree.
teri yaad me pgl paal paal rota hai.
bin tera ya na jaagy ya na rota hai.
aksar tanhai me tujhe pukary.
na zoor dill py chaly.

Shararti_larka_11
 

Ab jane ab yeah pyar kiya hai.
Sunta nai khena koi b.
Dill bekhabar zidd py arah hai.
Hare hare haaree hum to dill sa haree.

Shararti_larka_11
 

koi nai yaha mera frnds b sb chaly gy or koi janta tak nai 😐

Shararti_larka_11
 

begarto itne time bad aya ho yaha welcome back nai to hi he karlo

Shararti_larka_11
 

mera sary old frnds kaha ho app sb

Shararti_larka_11
 

assalamualaikum

Shararti_larka_11
 

Dosto sa bhara dushman koi nai hota dost sachy ho to koi dushman hara nai sakhta