Tahajud parhny wala shakhs us wkt apny rab k itna nazdeek hota h k un k darmyaan koi parda nai hota.or ye wo wkt hota h jb allah farsh ki trf dekh k kehta h.k h koi mangny wala.lkn hm us wkt pe parwah so rahy hoty hain.allah hm sbko iski hidayat naseeb farmaye ameeen
Farmany mustafa s.a.w.jisne muj pr 1 martba durood pak bheja allah azwjal us pr 10 rehmtain bhejta h 10 gunah muaf farmat h or 10 darajat buland farmata h.or jo 10 dfa durood bhejta h us pr allah 100 rahmtain bhejta h or 100 gunah muaf farmata or 100 darajat buland farmat h.subhanallah hm b roz pyary aaqa ko durood ka nazrana pesh kren ge.insha allah.
Quraan pak ki information. Paary 30.Manzilen 7.Soortain 114.Makki 86.Madni 28.Haroof323760.Rakuu 540.Ayaat 6666.Zabr 53243.Zair 39582.Paish 8804.Madd 1771.Tashad 1243 Nuktay 105681.For all remember it for allways.thank u
Azaan hoty wkt apni har bat or har kaam ko rok dia kro.q k azaan k bary me hukam h k jb azaan ho to quraan pak b nai parhna chahiye..azaan ka ehtraam kro.