چپا کر ردیف و قوافی کے اندر
میں دل بیچتا ہوں جگر بیچتا ہوں
Mri madhoshiyan bhi jeyaz the
Wo to sara shraab jesa tha
ہم نے اے عشق اس لیے تجھے مشد مانا
کس کو جرات ہے تیرے سامنے انکار کرے
آنکھ جو دیکتھی ہے لب پے آسکتا نہیں
محو حیرت ہوں کے دنیا کیا سے کیا ہو جائے گی
ہو صداقت کے لیے جس دل میں مر نے کی تڑپ
پہلے اپنے پیکر میں جاں پیدا کرے
علامہ مہمد اقبال رح ❤
سجدوں کے عوض فردوس ملے یہ بات مجھے منظور نہیں
بے لوث عبادت کرتا ہوں بندہ ہوں تیرا مزدور نہیں
موتی سمجھ کر شانے کریمی نے چن لئے
قطرے جوتھے میرے عرق انفال کے
فرشتوں کو تیرے سامنے جھکایہ ہے رب نے
تجھے اشرف المخلوقات بنایا ہے رب نے
Mujhse Suno Kis Ne Hai Dewana Banaya
Han Kis Ne Hai Mere Qalab Pe Hai Dera Jamaya
Aur Kis Ne Wila Ka Hai Mujhe Jaam Pilaya
Wo Noor e Khuda, Noor e Nabi S.A.W, Noor e Do Chashmanum
Maula e Bashar, Ilim Ka Dar, Fakhir e Bani Adam A.S
Baad e Khuda, Baad e Nabi S.A.W, Sabse Bara Ali A.S Ali A.S
كُلُّ نَفْسٍ ذَآئِقَةُ الْمَوْت
udhar sipaah’e Shaam hai, hazaar inteqaam hai
udhar haiN dushmanaan’e deeN, idhar faqat Imam hai
magar ajeeb shaan hai, ghazab ki aan baan hai
ke jis taraf uthi hai teigh, bas Khuda ka naam hai
yeh bilyaqeen Hussain (A.S.) hai,
Nabi(SAW) ka noorey ain hai
aba bhi taar taar hai, to jism bhi figar hai
zameen bhi hai tapi hui, falak bhi shola baar hai
magar ye mard e teigh zann, ye saff shikan, falak figan
kamaal e sabr o tandehi se mahwe kaarzaar hai
dilawari mein fard hai, bara hi sheir e mard hai
ke jiske dabdab’e se, dushmanon ka rung zard hai
habib e Mustafa(SAW) hai ye, mujaahid’e Khuda hai ye
jabhi to iske saamney, ye fauj gard bard hai
ke jiski eik zarb se, kamaal’e fann e harb se
kai shaqi girey huey, tarap rahe hain karb se
ghazab hai teighay do-sarr, ke eik eik waar par
uthi sadaa’e "alamaan", zabaan e sharq o gharb se
yeh kaun haq parast hai, maey redha se mast hai
ke jiske saamn’e koi, buland hai na pust hai
udhar hazaar ghaat hai, magar ajeeb baat hai
ke eik se hazaarha ka hausla shikast hai
ہم نے اے عشق تجھے اس لیے مرشد مانا
کس کو جرات ہے تیرے سامنے انکار کرے
کہاں سے لائے اتنے کنکر
ہر جانب شیطان کھڑے ہیں
Do good for others. It will come back in unexpected ways
سوال:۔ عشق کیا ہے
جواب:۔ مودت کی وہ انتہائی منزل جہاں قربانی اس درجے پہ ہو کہ معبود، عبد سے کہ دے
بس حسین ع بس
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain