خدارا تطبیر کو ماتمِ حسین ع کا نام نادیں یہ حرام ہے اور اسلام ہمیں اس کی اجازت نہیں دیتا اُس امام ع نے اپنا گھرانہ صرف دین کی بقأ کے لیے قربان کر دیا اور سب سے بڑھ کر نماز جو کے تطبیر کے ساتھ نہیں ہو سکتی کیا آج امام ع ہم سے خوش ہو گے کہ ہم نماز ادا کرنے کے بجائے اپنا خون بہا رہے ہیں سلام یا حسین ع
Jab ran mein zulfiqar e Ali(a.s) nagahaan chali Bhich bhich gayin safon pe safen who jahaan chali Chamki to is tarah udhar ayi wahaan chali Dene ko daad arsh se pyaase(a.s) ki maa(s.a) chali Muddat ka taal mel tha barson ka saath tha Jaisi who zulfiqar thi waisa hi haath tha Kha kha gayi safon ko jidhar aayi zulfiqar Geh chupgayi to gaah nazar aayi zulfiqar Sar par chamak ke taba qamar aayi zulfiqar Zie kat kar zameen pe utar aayi zulfiqar Phir to ye ghul huwa ke duhaayi Hussain(a.s) ki Allah ka ghazab he laraayi Hussain(a.s) ki..!