Jo zara si pee ke behek gaya, usay maikaday se nikaal do
Yahan kam-nazar ka guzar nahi, yahan ehl-e-zarf ka kaam hai
fanaa hum ko kar day na yeh muskurana
adaa kaafrinaa chalan zaalimana
Hai maaloom hum ko tumhare haqeeqat
Muhabbat kay pardah say kartay ho nafrat
Woh lutt jaye jo tum say dil ko lagaye
phirray hasratoon ka janaaza uthaye
yeh naagan se zulfayn yeh zehreele nazreen
woh paani na maangay yeh jis ko bhe dass layn
jahan tum nay chehray say aanchal hataya
wahen ahl-e-dil ko tamasha banaya
Yahan to ab sab kay scene hain
Ek hum he miskeen hain
Dard he kyun sikhaa raha hai ?
kaisay jeetay hain Zindagi
meray muqaddar say pochoooo naaa
kaisay judaaa hojao gayyyy
paayron main tere zanjeerain hain
humko na tum mil pao gay