Tumhin tu khayalon ma tumhin thy bekhayali ma koi ansoo na thehra tha chaliii palkon ki chaliii ma 💞. Tumhen paa k kahan khush thy tumhen khooo k kahan roye kare tu kia kre koi agar taqdeeer hi soooye😢
Ek ajeeb sa manzar nazar aata hai, Har ek qatra samandar nazara aata hai, Kahan banaaon main ghar sheeshey se, Har kisi ke hath mein pathar nazar aata hai.. …