"kabhi kabhi woh cheez jo bina mangey mil rahi hoti hai hum usay hasil nahin kartay kisi dusri cheez ko panay ke liye Magar Jab woh cheez nahin milti tab woh cheez jo bina mangay mil rahi hoti hai woh bhi khawahish ban jati hai"
"shakhon se juda ho kar zameen par bikhar janay walay zard patay zehan par bikhri hoi yaadon ki tarah hotay hain jinhain hum samaitna chahain bhi tou woh phir bikhar jati hain"