Never expire post at all ๐
Post text on damadam mast qalander ๐
If you seems you have to pay
Good night Damadam
Ma nazaan tow nahy fun per mager Nasir yh dawah hai ;:; sunnaye Mustafa (S.A.W) krny sy fun maila nahy hota . Beshak
Muhabbat kamli waley sy wo juzba ha sno logo , k jis mun ma samma jaye wo mun maila nahy hota ๐ ๐ ๐
Zameen maili nahy hoti zamn maila nahy hota , Muhammad (S.A.W) k ghulamn ka kafn maila nahy hota .
Chalo deyaar e Nabi ki janib darood lub pr sujja sujja kr
Nahy ha koi duniya ma hmara Ya Rasool Allah
Wo Arsh ki neenut hain tow ma khaak nusheen hn , Ma kuch b nahy kuch b nahy kuch b nahy hn
Chehray sy zia pai sb Chand sitaron nay , is dar sy shifa pai dukh dard k maaron ny ;:; aata ha unhain Sabir hr dukh ki dua krna , jb wkt nuza aye dedaar atta krna
Mujrim hn Zamany ka mehshur ma bherum Rakhna , Ruswa e Zamana hn Dozakh sy bucha lyna ;:; Manzoor dua mari ay noor e Khuda krna , jb wkt nuza aye dedaar atta krna ๐ข
Ma Qabar andhairi ma ghubraon ga jb tanha , imdaad mari krny aa jana Rasool Allah ;:; Roshan mari turbat ko ay noor e Khuda krna , jb wkt nuza aye dedaar atta krna . ๐ข Ameeeeeen
Ay Noor e Khuda aa kr ankhon ma samma jana , ya dar py bula lyna ya khwab ma aa jana ;:; Ay perda nusheen dil k pardy ma raha krna , jb wkt nuza aye dedaar atta krna
Ay sabz gumbad waly Manzoor Dua krna ;:; Jb Wkt Nuza Aye Dedaar Atta Krna ๐ข๐
Hy everyone
kesy ho ap sb
Mery her aib ki krty hain wo parda poshi ;:; mery jurmon ko tamasha nahy hone dyte ๐๐๐
Hayeeee Thundi Thundi barishhhh โโกโ
Duniya ma bs wo sahib e Imaan ho gaya ;:;: Jo b Mery Rasool (S.A.W) py Qurban gaya . ur chehra Nabi ka dakh kr aysa lga mujy ;:; Jesy koi Chand py Qurban ho gaya โค๐โค
Barri umeed ha Sarkar qadmon ma bulain gy , Karam ki jab nazer hogi madine Hm b jain gy . InShahAllah Aqa jb bulain gy ๐๐๐๐
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain