Zakham ki baat nahi hain, Na jane dard kyu hota hain, Dhokhe ki baat nahi hain, Na jane vishwas kyu hota hai Jante hai bewafai hi milegi, Na jane fir bhi pyar kyu hota h
Dard itna hai ki roo bi nahi sakta hu.main Payas itni hai phir pani pii nahi sakta main Bhook lagi to bohat hai par kha nhi sakta main Yeh kon sa moor par la aaye hai zindagi mujay nind aaye to bohat hai phir see soo nhi sakta mein