"Soch samaj lena qadam uthane se
pehle,,,
"kahin kho na jao Manzil Ane se
pehle...
"Mukhlis dost se Mehrom ho na jao
kahi,,,
"Ye soch lena use Azmane se pehle...
"Tumhare seene main Bhi dharakta
ha Ek Dil,,,
"Ye soch lena kisi ka Dil dukhane se
pehle...
"Umar bhar kaun kis k liye Rota ha,,,
"Log Sirf Aansu Bahate hain Dafnane
se pehle...!!!
Mil Jaye Koi Naya To Hume Na Bhula Dena,
.
Koi Rula de Tumhe To Hume Yaad Kar Lena,
.
dost Ho tum hmare,
.
Khushi Na Sahi YAAR Gum Hi Baant Lena🤱😘👰
Pyar Jab Milta Nahi To Hota Q Hai,
Agar Khwabo Me Wo Aaye To insan Sota Q Hai,
.
Ay Ajnaabi 😭
.
Jab Yahi Pyar Aankho k Samne Kisi Or Ka Ho Jaye,
To Dil itna Rota Q Hai.
Aakhir dil apna torna para hame.
.
Rukh unse morna para hame..
.
Itni mohabbat ki unse kiya batayen yaaro.
.
unki khushi ke liye unhe chhor para hame.....?🙏🙏💔😭
Koi sikwa na kuchh gila rakhna,
milne julne ka silsila rakhna.
dur jaoge tab yah janoge kitna muskil hai fasla rakhna.
waqt ki aandhio se mat darna
phool dil ka yau he khila rakhna.
hoga yahsas kyon judai ka,jaan se jaan,
dil se dil mila rakhna. zindagi lakh dard de lekin,
zinda rahne ka hausla rakhna.
Chehre ki Muskaan Ban Jata Hai koi,
Dil Mein Dhadkan Ban ker Bas Jata Hai koi,
.
Ay Jaan 😘
.
Phir kaise Jeeya Jaye Unke Bin,
Jab Zindagi Jeene ki Wajah Ban Jata Hai koi.
.
Chaand Khaani 😘
hum woh hain jo haar k bhi ye kehte
hain..
💔
"woh manzil hi badnaseeb thi jo humen na
paa saki..."
.
Chaand khaani 😘
DiL UDas Hai
AaNKh NaM Bhi Hai
.
TaNHa RaaT Hai
DiL Me GaM Bhi Hai
.
ViRaNiYo Me
KaBhi KhuD se PucHTa Hu
.
KyA IN AaNsuON
Ka Koi MauSaM Bhi Hai
.
Chaand 💔🌙
Why is it??
that, Some people are so lucky that even after hurting,
They get so much love....
&
Some are so unlucky that even after loving so
much,
They always get hurt !!! ♥ 
.
Chaand 😭💔
Barbaad Kar Gya Wo Zindgi Pyar Ke Naam Sey,
.
Bewafaai Mili Sirf Wafaa Ke Naam Sey,
.
Zakhm He Zakham Diye Usney Dava K Naam Sey,
.
Khud Bhi Ro Para Wo Meri Mohabbat K Anjaam Sey.🙏😭💔
Jisne Haq Diya Muje Muskurane Ka
.
Use Shauk H Ab Muje Rulane Ka
Jo Lehro Se Cheen Kar Laya Tha Kinaro Par
.
Intzar Ha Use Ab Mere Dub Jane Ka
Khan
.
Good night 🌃
Samajh na sake unki baaton ko,
.
Hum pyar ke nashe me chur the
Aaj samaj me aaya
.
Jiske liye hum jaan chidakte the,
.
Wo dil todne ke liye mashoor the
.💔🙏
Ye Kab Kaha Tha Nazaaron Se Khauf Aata Hai ?
Mujhe Tou Chaand Sitaaron Se Khauf Aata Hai,
Main Dushmanon K Kisi Waar Se Nahi Darta,
Mujhe To Apne Hi Yaaron Se Khauf Aata Hai,
Khiza Ka Jabar Tou Seene Pay Rok Lete Hain,
Hamein Udaas Bahaaron Se Khauf Aata Hai,
Mile Hain Dosto Besaakhiyon Se Gham Itne,
Mere Badan Ko Sahaaron Se Khauf Aata Hai….
Main Iltifaat Ki Khandaq Se Door Rehta Hun,
Ta’alluqaat K Gaaron Se Khauf Aata Hai..
Hath faila k manga tha use khuda se, Par
khuda ne meri friyad ko suna nhi...
.
Chaand 💔
.
Jb b puchi mene iski wjh To usne kaha,
Q chaha use jo tere liye bna hi nhi..😭😭😭
Aaj Baat karne se bhi parheez hai unko.🤱💔
.
۔۔۔۔۔۔۔۔🙏
.
Kabhi Agoosh k humare talabgaar the jo🌙👰🌻
❣خود اپنے ہی دم پر __جینے کی عادت ہے مجھے💞
.
Chaand 🤱
.
💞ہم نے سیکھا ہی نہیں ___ سہارا لینا کسی کا❣
بہت سے درد ہیں جو سہہ رہا ہوں میرے مولا
.
Ay Allah😭💔
.
بہت سی باتیں ہیں جو تجھ سے اکیلے میں کرونگا
میں تم کو پھر بھی ____ گلے سے لگانے آیا ہوں 🔥
.
Ay Ajnaabi 😭
.
اگرچہ ہاتھ ملانے سے لوگ ____ مر رہے ہیں 💯🖤
.❤❤❤
꧁🌹🍥✰﷽✰🍥🌹꧂*
*🎊اچّھی باتیں اچھی تحریريں🎊*
💫کردار کی بلندی میں یہ بات بھی شامل ہے کہ آپ لوگوں کے عیوب سے تغافل برتیں اور انہیں یوں ظاہر کریں کہ آپ ان کا کوئی عیب جانتے ہی نہیں
🌹🌹🌹🥀🥀🥀
*ـ••┈•◈◉❒Chaand 🌙 ❒◉◈•┈••*
💕
🍂🍃🍃🍃🌹🍃🍃🍃🍂
💙🤍💙🤍🌼🌼🤍💙🤍💙
🕯️روشــــنی ســــب کــــے لــــیے🕯️
.
🌸اللہ فرماتا ہے مُجھے شرم آتی ہے کہ میں اُن کے اُٹھے ہوئے ہاتھ خالی کیسے موڑ دوں جب اُنھوں نے مُجھ سے مانگا ہے تو میں نے بھی نہ دیا تو کون دے گا🌸
.
💙🤍💙🤍🌼 Chaand 😭🌼🤍💙🤍💙
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain