Damadam.pk
Ulfat-007's posts | Damadam

Ulfat-007's posts:

Ulfat-007
 

Kitaabon me parha tha ye
Khuda ko pyar hai pyara
Kiya jo pyar hm nay tou
Hua dushman jahan saara
Thukra diya menay ye jahan
Lay aaj tujh ko chunah

Ulfat-007
 

K meri moat ka woh aesa sama hoga
Royega ye bedard zamana
k na meri awaz hogi na mera kabhi deedar hoga
Ek khamoshi hogi ek janaza hoga