Khabar nahi thi Jo khwab main hai Wo khawab mein bhi na mil saky ga Khabar nahi thi kisi bhi rutt mein bhi Ye phool dil ka na khil saky ga Wo unkahi thi k na rasai Jo qurbaton ka na aya mosam Wo unkahi thi k na rasai Jo qurbaton ka na aya mosam Ye mein ne socha kabhi nahi tha K sochne ki saza mily gi Muhabbaton ki prayi, baarishon mein Bheegne ki saza mily gi Badal gya hai qareeb aa k Khwahishon mein nahaya mausam Wo ankahi thi, k na rasaai Jo qurbaton ka na aya mausam