I asked God for a Flower, He gave me a garden
I asked for a tree He gave me a forest,
I asked for a river He gave me an ocean,
I asked for an angel He gave me you..
Woh Jisne Apne Nana Ka Wada Wafa Kar Diya.
Ghar Ka Ghar Sapurd-e-Khuda Kar Diya.
Nosh Kar Liya Jiss Ne Shahadat Ka Jaam.
Uss “Hussain Ibne Ali” Par Lakhon Salaam!
Have a blessed Muharram!
Qatil-E-Hussain Asal Main Marg-E-Yazeed Hai,
Islam Zinda Hota Ha Har Karbala K Baad,
Aey Chand Tu Hi Bata Mujh Ko-
.
Tujh Ko Maaloom Ho Ga Afsana Us Ka-
.
Har Aankh Se Aankh Milaata Hai Tu-
.
Tu Ne Dekha Ho Ga Aashiyana Us Ka-
.
Mera saathi sjn Kis Haal Mein Reh Raha Hay-
.
Kin Se Hai Milna Milaana Us Ka-
.
Aey Chaand Mere Chaand Se Keh Dena-
.
Muntzir Hai Aaj B koi diwana Us Ka!
Hota hai apni Ankh ka ansoo bhi Bewafa
Wo bhi nikalta hai to kese or k leay.
Aya tha imtehan mein mazmoon-e-bewafa..
..Wazahat jo teri ki hum top kar gaye
Tujhse khud bhi na wafa ho payi,
Kar na kismat se gila bewajah
Bewafa hai yaha k log…
Ay dost
Zra soch kr is shehr me kdam rkhna…
AGAR MUJHE TUM MIL JATE,
TAU MUJHE KHUDA MIL JAATA,
SAARA JAHAN MERE NAAM HO JATA,
SAARI KHUSHIYA MUJHE MIL JATI,
BAHON MEIN APNI MAI TUJHE BHARE RAKHTA !!!
AGAR MUJHE TUM MIL JAATE,
TAU RONE KE KOI AASHIYANE NA HOTE,
TANHA KHUD KO HUM MEHSUS NA KARTE,
LAMHE YE SUHANE HUME NA MILTE !!!
AGAR MUJHE TUM MIL JATE,
TAU HUM TUMHARE LIYE,
SHAYARI NA LIKH PATE….
Kbi zid mein tere ho gay,
Kbi dil ny tujhy ganwa dia.
Essi kashmakash mein rahy sada,
Tu ny yad rakha ya bhula dia.
Kabi baibasi mein hans diye kabi hansi
ny hum ko rula dia.
kabi phool se rahi dosti
Kabi hath kanton se mila dia.
Kabhi aik ko apna na kr saky,
Kabhi khud ko sab ka bana dia.
Yun he din guzar gaye payar k,
Kabi ik khawab khud ko bana liya.
Jo khawab ubhray in aankhun main,
Unhain aankh me he sula dia…
Ya Allah Karachi Walon Per Is Barsih Me Apna Khaas Fazal-o-Karam Farma....Ameen..
Koi ghazal suna kar kya karna,
Yoon baat bar’rha kar kya karna..?
Tum mery thy tum mery ho,
Duniya ko bata kar kya karna..?
Tum ehad nibhao chaahat sy,
Koi rasm nibha kar kya karna..?
Tum khafa bhi achy lagty ho,
Phir tum ko mana kar kya karna..?
Tery dar py aa k bethy hain,
Ab ghar bhi jaa kar kya karna..?
Din yaad sy acha guzry ga,
Phir tum ko bhula kar kya karna.
Aaj bhi usay yaad kr k anso aa jatay hai
Hum khud say is qadar majbor q hotay
Dil humara hai to dharkan pr raj us k q hai
Jan humari par Jan say piyaray woh q hai
Honth humaray hai to muskan par un ki hukmarani hai
Ankhany humari hai anso in ki judai mein nikltay hai
Jab sb kuch un k hai to deewar q hai
a meary tab ya to mohabbat na bani hoti
Ya majbori judai majbori hi say hoti hai meri jaannnn
Mohabbat KO kash lafzoo say bayan kia jaskta
Yeh to jb shoro hoti hai to sb say phlay zuban
KO tala lag jata hai nighay guftogo krnay lagti hai
Un nighao mein sharat hoti hai Jo chupay nhi chupti.
I’m with you reading this ,
Looking at your eyes and your lips,
Touching your lips softly with my fingertips.
Making love to you in every kiss.
The cutest thing a guy can do is
smile in the middle of kissing
because he’s so happy to be kissing you.
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain