Waqt apni rawani me dhalta raha,Main tanha tha tanha hi chalta raha,kbhi hansta tha apny naseebon py,kbi andar hi andar me jalta rha,kahin shikwy mily to kahin thokrain,chotain aisi lagin k sambhalta raha mai,us ko pany ki khatir to sub kuch kia,ādostābus wohi sangdil tha jo rasty bdalta rha,
1. Agar mazhab me 1 qatal ki ejazat ho to ap kis ka kro gy? 2. agar apni marzi se shadi karni ho to kis se karogy? 3. Pehli mulakat me kisi ma kia dekha karty ho? 4. Ajeeb o ghareeb khwahish? 5. Apne aap me kia pasand hai? 6. mere liye pyar se koi naam? 7. mujh me kia kami hai? 8. Mere liye koi mashwara?
Hathi k bache ko pair mein zanjeer daal k pala jata hai. Wo zanjeer torne ki kafi din koshish karta hai lekin himmat haar k chorr deta hai. Jab wo bara aur taqatwar ho jata hai to wohi zanjeer hoti hai jo halki koshish se toot sakti hai, Magar hathi k dimagh mein wohi hota hai k zanjeer nahi tootey gi aur wo sari zindagi Ghulam rehta hai, Humari Qaum ki tarha. A silent message for our elephant nation.
TAKLEEF aur MOHABBAT Dono Insan ko Aanso de Jati hain. Lekin Aik farq hai. TAKLEEF Kabhi na Kabhi Khatam ho Jati hai Magar MOHABBAT kabhi khatam nahi hotiā¦
CHAHAT Ka sirf aik usool hai. Insan ya to toot K Chahta hai Ya phir Chahat me toot jata hai. Jab toot K Chahe to duniya samet leta hai Or jab Chahat me toot jata hai to bikhar jata hai! Toot k Chahe to mout ko hara deta hai, Or Chahat me toot jaye to zindagi se āHAARā jata haiā¦!!
Har school me likha hota hai ⦠USOOL ⦠torna mana hai. Har baagh me likha hota hai ⦠PHOOL ⦠Torna mana hai. Har khel me likha hota hai ⦠RULE ⦠Torna mana hai !!! KAASH !!! Mohabbat me bhi likha hota k kisi ka ⦠DIL ⦠Torna mana haiā¦ā¦
Paani peeney ka sahi time, Jab paani jism par behtar asar kar sakta hai: 1 glass subah uthney k baad: Androoni aaza ko activate karta hai. 1 glass nahaney k baad: Blood pressure kam rakhta hai. 2 glass khana khaney k 30 min pehley: Hazma behtar bananey mein madad deta hai. Aadha (1/2) glass soney se pehle: Heart attack + brain stroke se bachata hai.
Mohabbat ne dosti se pocha, . . . āMere hotey howe tumhara kia kaamā? Dosti ne jawab dia⦠āMain un labon ki muskurahat hon jin ki aankhon me tum aansoo chor jati ho.
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain