kyaa esa payar de pau gi muje she kesa? suno kya tum mere gusse ke piche chupa pyaar samjh kar mujhe phir sa muskurana sikhaogi?Main kabhi kabhi itna sochta hoon ke khud hi kho jata hoon..... kya tm meri un sochon ko pakad kar unmeim thoda sa apna pyaar, thodi si apni shaitani, aur thoda sa apna nasha mila kar meri puri soch he badal paogi? Aur agar kabhi main khud, se zindagi se, ya apne ap sa haar jaun... kya tum mera haath pakad kar yeh kehogi "tum haare nahi, baasss thak gaye ho... aao,main hoon na tumhare saath"....kya tum meri har kami ko apni adaaon mein chhupa kar mujhe phir se jeena sikhaogi? Pyaar toh mujhe hamesha se khubsurat laga ha , lekin main kabhi samajh na paaya ke kya main bhi kise ka khubsurat ho sakta hoon...