Damadam.pk
Wafakhan143's posts | Damadam

Wafakhan143's posts:

Wafakhan143
 

Realationships should not be one sided
It needs effort
From both sides

Wafakhan143
 

Ab muskurana to meri majboori ban gai hai
Udas hon ge to log samjay gain....
Ma Mohabbat ma haar gai hon

Wafakhan143
 

Chahati hon ka mafe kar don
Parh khuda yade a jata hai....
Sherk to wo b mafe ni karta,,,

Wafakhan143
 

Tumy kiya khabar janan ham udas logo parh
Rate ka sabi manzer ungliya uthaty hain

Wafakhan143
 

Ya Wo dill tha jo kantho sy b
mohabbat kiya karta tha
Tery badalny ka bad ap to
Phoolo sy b dar laghta hai

Wafakhan143
 

Jab koi larka kise larki ko
"Shezadiyo" wali izat deta hai❤😍😍
Pata lag jata hai..
Ka us ki tarbiyat b kise "malka"ny ki hai💕

Wafakhan143
 

Haad sy ziyada parwa karny walo ka
hath ma Kuch nahi ata
Na rishto ki methas,na unka ahsaas,
Bas ek zaheni farab samny rehta hai
Ka wo b hamy wesa hi chahaty hain,
Lakin haqeeqat bari hi dilharash hoti hai...

Wafakhan143
 

Toote kr chaha tha jisy
Haye usi ny
Tor kr rakh diya

Wafakhan143
 

Hansi a jati ha🤣🤣🤣
Ya soch kr ka
Ham b tuj jesy ka liya roye thy

Wafakhan143
 

Agr wo meri kismat ma ni hai To uski
Mohabbat mery dil sy nikal dy ya Raab
Ka mery liya ya zindagi moat ka masla hai
Or tera to sirf ak kun hi kafee hai

Wafakhan143
 

Allah janta hai kis ko kab or kiya dena hai.
Muqadar likhny waly sy uon gila ni karty...

Wafakhan143
 

Kise ki beti ki zindagi kharabe karna
Ak karz hai
Jo ak na ak den ap ki beti ko
Apni zindagi sy ada karna ho ga

Wafakhan143
 

Galti
Tom ny mujy chaha he nahi
Ma chahat samj beathi galti meri thi
Teri pal barh ki muskurahat ko ezhar samj beathi galti meri thi
Tom ny muj sy ziyada ahmiyat di oro ko
Ma ya mazake samj beathi galti meri thi

Wafakhan143
 

Meri tareef kary ya mujy badname kary
Jis ny jo bt karni hai saryaam kary

Wafakhan143
 

Fursaat ma yade karna howa
Kabi maat karna
Ma tanha zaroor hon
Magar Fazool nahi

Wafakhan143
 

Mangna hi chor diya ham ny waqt kise sy!
Ka sayed inkar ki b fursaat na ho
Kise ka pas

Wafakhan143
 

Ya jazboo ki tejaraat thi
.
Ya dill kuch or samja
.
Esy hasny ki adat thi
.
Ya dill kuch or samja
.
Mery kandy pa sar rakh ka so giya tha
Wo kuch pal ko

Wafakhan143
 

Baddua hai to
.
Baddua hi sahi
.
Tumy mery seewa
.
Kise or ki mohabbat
.
Sakoon na mily

Wafakhan143
 

Ma ny tom sy itni mohabbat ki
Hai
Ab mujy apny ap sy nafrat hony lagi hai

Wafakhan143
 

Ma Q kahon ka bt kary
Muj sy
Kiya usy ni pata
Mera dil ni laghta
Us ka bagar