Damadam.pk
Wafakhan143's posts | Damadam

Wafakhan143's posts:

Wafakhan143
 

I'm not"Perfect"
I'm not "Intelligent"
I'm not "Beautiful"
I'm not "Cute"
But.....
I'm not
"Fake"

Wafakhan143
 

Kash ek raat ki neend asi hoπŸ˜‘πŸ˜‘πŸ˜‘
Phir kabhi suba na hoπŸ’”πŸ’”πŸ’”

Wafakhan143
 

Ni ho ga kamzor kabi tumara kabi hamara rishta
Ya to waqt ki bt hai kabi ap masroof kabi ham

Wafakhan143
 

Kabi socha b na tha ka
Itna chahya gain

Wafakhan143
 

Chalo mar jaty hai tom pa
Lakin ya to batao
Dafan bahon ma karo gya ya dill ma

Wafakhan143
 

Raapty rasty wasty
Kuch ni bs udas hon
Or
Bohut udas hon

Wafakhan143
 

Chor diya logo ko
bewaja pershan karna
Jab koi apna samjta hi ni
To bewaja apni yade dila kr
Kiya karna

Wafakhan143
 

Ma asi hi hon.....
Ak waqt ma bohut khayal rakhny wali
or laparwa b
Seeyani b or bewaqoof b.....
Kabi chotti se bato pa b ankey bar ati hain
Or kabi bari sy bari bt bardast kr leti hon
Kabi bohut ziyada khush
or kabi bohut ziyada udass...
Akhir ma hon kiya....
Ma khud ni janti ma kesi hon....

Wafakhan143
 

To kabar saja meri mujy samjana chor da
Ma kab ki mar chukhi hon
to ansoo bahana chor da

Wafakhan143
 

Sab badal gai ahesta ahesta
Ab
To hamara b haq banta hai

Wafakhan143
 

Mujy kismat sy koi shekwa ni agr
A khuda
Wo zindagi ma aya hi Q
Jab naseeb ma ni tha🌹🌹

Wafakhan143
 

Deny lagi hon ap ko ek baddua.....
Ka Ap ko b ap sa mily

Wafakhan143
 

Es kadar__________ laparwahi
Saheb!
Ek den janazy sy b reh jao ga

Wafakhan143
 

Wo mera sab kuch tha
bs
mera muqadar ni tha
Kash wo mera sab kuch na hota
bs
mera muqadar hot
This is for u foji

Wafakhan143
 

"Ya duniya tab tak jannat hai🌷🌷
"Jab tak maa baap zinda hainπŸ‘¨πŸ‘©πŸ‘§πŸ‘¦πŸ‘¨πŸ‘©πŸ‘§πŸ‘¦

Wafakhan143
 

"Marta ni koi kise ka bina ya haqeeqat hai"
'Zindagi ki'
"Lakin sirf saans any ko jeena b ni khety"

Wafakhan143
 

Muhabbat karo to itebar karna b seekho

Wafakhan143
 

Dua hai har muhabbat ki manzil neekha ho

Wafakhan143
 

Kabi tumary samjny ro paro to samj jana
Ya meri bardast karny ki akhri haad hai

Wafakhan143
 

'Ab to khud sy milny ko b g ni karta"
"Bohut bury hai ham"
"Kuch apno sy suna hai"