Damadam.pk
Wafakhan143's posts | Damadam

Wafakhan143's posts:

Wafakhan143
 

Ak shaks he tha mery matlab ka
Haye!
Wahe shaks matlabi nikla

Wafakhan143
 

Ma bilkul b achi ni hon tabi sab chor jaty hain

Wafakhan143
 

Jis ki kismat ma likha ho
rona mehsan
Wo muskura b dain to anso nikal aty hain

Wafakhan143
 

Milna hai to mil es
duniya ka Chaman ma
Phir kiya milna ho ga
Jab ham ho gain kafan ma
(For u friend)

Wafakhan143
 

Insan k kandy py
insan ja raha hai
Kafan ma lepta kuch
arman ja raha hai
Jesy na mile ho
mohabbat es jahan ma
Sayed usy pany wo kabristan ja raha hai

Wafakhan143
 

Koi roh ka talabgar mily
To ham b kary mohabbat
Warna dil to bohut milty hain
Koi dil sy ni milta

Wafakhan143
 

I hate u kashif😡😡😡

Wafakhan143
 

I am very sad😭😭😭😭💔💔💔💔

Wafakhan143
 

Adat
Bari kamal ki cheez hai na ya b
Tora sa b pyar mil jaye
Bs ak dam ho jati hai
Or es adat ko chorany ma
Zindagi beeth jati hai

Wafakhan143
 

Kalam sy likh ni sakty
Udas dil ka afsaany aa dost
Ham tumy dil sy yade karty hain
Baki tumary dil ki khuda jany

Wafakhan143
 

Kitni b shedaat sy niba lo
Rishta kuch log
Okat dekha hi dety hain

Wafakhan143
 

Ak bt ak sham
Or tumara sath or bs tm
Ak dua ak fariyad
Or tumari yade or bs tm
Mera janoon mera sakoon
Meri mohabbat or bs tm
Sirf tm

Wafakhan143
 

Kiya karo gai?agr khe don
Ka udas hon ma💔💔

Wafakhan143
 

Haye
Mohabbat ki akhri ziid
Maat jao chor kr

Wafakhan143
 

Kise ko chaho to ya na socho
Ka wo mukadar ma hai ya ni
Itny shedat sy chaho ka khuda
Usy tumari takdeer bana dy

Wafakhan143
 

Munseb ishq ijazat ni deta
Warna
Tuj ko mulakaat ma lany ka hunar janty hain

Wafakhan143
 

Pahaly dil mery jaga banahe
Phir apni mujy adat lagahi
Zaroorat ban gai jab wo
zindagi ma hamari
Tab ja kr unhe majbooriya
yade aye

Wafakhan143
 

Ak dard chupa hota hai
Jab koi kheta hai(it's okay)
Ak gheheri bt chupe hoti hai
Jab koi kheta hai (pata nahi)
Kuch ghehery ahsaas chupy hoye
Hote hai jab koi kheta hai
(K mujhy farq nahi parta)

Wafakhan143
 

Jis sy mohabbat ki jaye
Us sy mukabala ni kiya jata
Kise ko pa lena mohabbat nahi
Balky
Kise ka dil ma jaga bana lena
Mohabbat hai

Wafakhan143
 

Imtihan sar par hai
Or muj ko pari hai teri
Waqt milta hi nahi hai
Mujy tyari ka