Damadam.pk
Warishakhan's posts | Damadam

★ Warishakhan's posts:

Warishakhan
 ★ 

hazrat shemoail ke kitne bety thyy

Warishakhan
 ★ 

aj k sawal ka jwab btao wo kon se nabi hi 72 zebani aty thi

Warishakhan
 ★ 

wo kon se nabi hi jiska intqal 4 Asmaan pi huwa tha

Warishakhan
 ★ 

islamic sawal uska jwab btai wo kon se nabi hy jo parindo janwro ki zban samjh ty thi hazrat suliman ke aylawa

Warishakhan
 ★ 

islamic sawal hazrat musa ko Allah pak ni do mojzi dye thi wo konse hi

Warishakhan
 ★ 

ay Allah ham ajiz banday teri paki byaan kartay hain or tery agay hath phelaty hain ay Allah hamary sageera or qabeera gunhaao ko maaf frmaa de Ay Allah hmko pkaa or sachaa muslmaan bna de ay Allah hmari mushkilaat ko haal frmaa de ay Allah hmko istkamat nseeb frma ay Allah emaan k sath khtmaa frmaa ay Allah hamary qadmo ko seraat mustqeem par qaim rehny wala bna de ay Allah khaas rehmat nazil frma or apny qehar ghzab say bcha lay ay Allah qaymat roaz ruswaie say bchna lena ay Allah hmary dilo me apni or apny rusool s.w k mohbaat ataa frma or hmari duao ko qubool frmaa ameen suma ameeen

Warishakhan
 ★ 

Allah hafiz good night

Islamic Quotes image
W  ★ : Sorah kaaf - 
Sorah hood
W  ★ : Sorah hood - 
hazrat shikh Abdul qadir jilani
W  ★ : hazrat shikh Abdul qadir jilani - 
Islamic Quotes image
W  ★ : Bishak - 
Islamic Quotes image
W  ★ : Bishak - 
Islamic Quotes image
W  ★ : Nabi kareem صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّم ni farmaya he - 
surah forkan
W  ★ : surah forkan - 
Bishak
W  ★ : Bishak - 
Islamic Quotes image
W  ★ : rasool SAWW ni farmaya hi - 
sorah fajar
W  ★ : sorah fajar - 
Ameeeen sum Ameeeen
W  ★ : Ameeeen sum Ameeeen - 
Bishak
W  ★ : Bishak - 
Warishakhan
 ★ 

Ya Allah har momin har musalman mohammed s a w ki umat kaa deen iman salamat rakhna din qyamat tak 5 time ki namaz naseeb farma har muslim ko quran pak ki telawat darood pak parna naseeb kar har musalman ko gila hasad nazar bad juwe churi jadu jeen haseb jhut choghli zinaha har najaiz kam se shetan ke shar se bachana jo bimar he kamzor he unhe shifa achi lambi zindagi ata kar jo mutaaj he karz me mobtullah he jo be rozgar he jen k apne pas ghr nhi he un ki madad farma jo be ghona qaid me he unhe azad farma jo be ulad he unhe salhe ulad ata farma ya Allah har musalman ko maut k waqat kalma naseeb karna ya Allah humary pakistan ko har mushkilat pareshanio karz marz deshat ghardi corruption har aafat se bachana ya Allah har muslim ko za