Kitabo me likha dua k 3 hisay hain 1 dua woh qubool hoti he jo hm mangtay hein 2 Usay bi behtareen surat me yani jo hm mangty hen usy b behtar millta he 3 Ya phr dua k barkat say hm par badhi afat ya musibat ham say tal jate hay
rahat alqoluob Hadees2 dua qabool me jald bazi nai krni chaye,aur agar dair hojay toh mayoous naa hoJay hdees shreef me hay ALLAH Tala bnday ke dua qubool krta hay jb tk insan jald bazi nahi kray,boht say loag aisay hen jo kehtay itny saal dua ki wazefa parha mager hamara matlb hasil nahi howa hamari dua qubool nahi howi.
aj ki log nit pi gunhi gar bohat hy bn rhy hi koi parwah nhi hi gunha krty hi hisab ho ga zyada si zyada mobile walo ka jo gali dity hi bikar pc lgaty hi fike id si logo ko tang krty hi unki nambro ko pihlaty hy pc koi real dijai uski pc ko aam krty hi unki b maa bhin ki azat hi agar kisy aor grl ki azat uchali gy log yi sub gunha hi
(( DUA )) Aye Mere ALLAH pak Apny Mehboob K Sadqy Puri Dunya Me Jitny Log Fot Ho Chuky Hen Un Ki Maghfirat Farmaa,Unhen Qabr K Azab Se Mehfooz Farmaa Jo Bimar Hen Ya Pareshan Hen, Tu Apny Karam Se Muaf Ferma Aur Unki Bimariyan Aur Pareshanyan Door Farmaa Aye Mere ALLAH Apny Habeeb K Sadqy Tu Hum Sab K Gunahon Ko Muaf Farmaa Aur Her Kaam Me Hamen Kamyabi Ata Farmaa Aur Hamara Naseeb Khol De Aameen sum Ameen