ZEKAR ALLAH hazrat abu hurira rz tala se riwayat hi ke rasool SAWW ne irshad farmaya Allah tala ka irshad he ke mera mamla bandi ke sath us ke yakeen ke mutabik he aor me us ke ke bilkul sath ho jub wo mujhe yad karta hi aor agar woh apni dil me is trha tarha yaad kary ke kesi aor ko khbar na ho to me bhi usko usi trha yaad kroga aor agar wo dosri logo ke samni mujhi yaad kary to me un se bhter bando ke jamait me uska zekar kroga yani malaek ke jmait me aor unke samni sahi muslim sahi bukhari mauruf al hadis subhan Allah jazak Allah
A Allah A ghfor rheem hm sub ki gunha mauf farma A Allah hm sub ko panj waqt nimaz ka paband bna A Allah hm sub ko harmushkil si nijat di A Allah pak hum sub ki rizaq rozi me barqat di A Allah jo ghro mi isptalo my bimar hy unko shifa kamel ata farmaa jin logo ki shadi huwe hi unko ulad nhi hy unko salih aolad ata farmaa ya Allah pak suk ki dil ki muradi puri farmaa ya Allah pak jo b dua prhy dikhi un sub ki mushklaty dor farmaa koi glty huwe ho hm si jani anjani mi Allah pak Mauf farma Aameeen sum Aameeen ya rabil Aalmeeen