Assalam o alikum kia hall ha g
subha bakhar damdam walo
Wo loog haqiqat mein insan nhi hoty
Jo azmat insan ki pechan nhi hoty
Hota ha Zara mushkil har kam zamany mein
Manzil k sabhi rasty aasan nhi hoty
Halat k qadmon mein kalander nhi girta
Tooty jo sitara wo zameen py nhi girta
Girty hain samandr mein bary shoq sy dariya
Lekin ksi dariya mein samandr nhi girta
Assalam o alikum
Good afternoon friends
Assalam o alikum kia hall ha g
Subha bakhar
Please dua Karen
Jo bhi bimar ha ALLHA pak is afazL din k sadky un sab ki bimari door farmay aameen
Or in sab ko shifa Kamal ajla wli zindgi ata farmay aameen
Assalam o alikum
subha bakhar
Jumma Mubarak to all Muslims