Damadam.pk
Yusra11's posts | Damadam

Yusra11's posts:

Yusra11
 

Kal ki fikar q karty ho
jab raab ny aaj tak sambhal liya to
kal bhi sambhal lay ga

Y  : Duniya fani ha - 
Yusra11
 

Assalam o alikum
Good morning
7 bismila g aayan noo

Yusra11
 

Ksy ho damadm walo Kia ho rha ha

Y  : Nice aasol hn zindagi k - 
Yusra11
 

Good morning to all friends

Yusra11
 

Shamm soraj ko dalna sakha dyti ha
Shama parwany ko jalna sekha dyti ha
Takleef to hoti ha magr
Thoker insan ko chalna sekha dyti ha

Yusra11
 

Ager gaam na hoty too gazal kon kheta
Ksi ki khobsorti ko kanwal kon kheta
Ye karishma tha mohabbat ka
Warna pather ki diwaron ko taj mehal kon kheta

Yusra11
 

Assalam o alikum
Kesy ho ap sab
Din ksa gozra

Yusra11
 

Zarori to nh he koi aag sey jal jay
Kuch logon ko too muqadar bhi jala dyta ha

Yusra11
 

Zindagi ki haqiqat ko bas itna sa jana ha
Darad mein akely Han khushyen mein zamana ha

Yusra11
 

Muhaabat nam ha besakoni ka
Kesi ny paya ho sakon to misaal do

Y  : Sabar ki 2 sorten - 
Yusra11
 

Bzi sunday

Yusra11
 

Follow me

Yusra11
 

Waqat ki aandhi mein tofan badal jaty Han
Zindagi ki raahon mein insan badal jaty Han
Badlta nhi piyar kabhi magar
Piyar karny waly insan badal jaty Han

Yusra11
 

Dill ka ameer muqadar ka gareeb tha
Mill k becharna mera naseeb tha
Cha kr bhi kuch na kr saki
Ghar bhi jalta raha or samandr bhi qareeb tha

Yusra11
 

Har rooz ek naya sadma dyti ha zindagi
Har rooz ek naya imtihan lyti ha zindagi
Zindagi sey shikwa kasy karyn
Aap jasy dost bhi to dyti ha zindagi

Yusra11
 

Rab sey apki khushi mangty han
Duaawon mein apki hansi mangty han
Sochty Han k Kia mangy apsy
Chalo umer bher ki dosti mangty han

Yusra11
 

Bewafaon sy wafa nhi mlti
Dard milta ha dawa nhi malti