Jisne tehar'na ho wo ek hi awaz per tehaar jataa hai.Jisne Jana ho wo hazar awazon ke bad bhe chala jata hai haar shaks zindagi mein kuch naya dekhane ya naya sekhane ata hai.Koi khush rehna seekhata hai koi bas ghum se satane ke lia ata hai.Har rishta apne andaaz se parakh'ta hai yahan.Har shaks muhabbat krne nahi ata rafta rafta dil se sub utaar jate hain dost khair khuwa sub badal jate hain ye zindagi hai yahan waqt kahan ek sa rehta hai.Awaz lagane ki yahan galti hargiz maat karna. Ek pukaar pee bhala khuda ke siwa kon ata hai 🖤