Damadam.pk
Zeeshan_shani786's posts | Damadam

Zeeshan_shani786's posts:

Zeeshan_shani786
 

kal kh dana marr gya wo shaks jo mjhy tang kra krta tha acha hoa dafa hogya...

Zeeshan_shani786
 

rula ky itna be nhi socha ky marr jaye gah roty roty...

Zeeshan_shani786
 

dua krna ma aj he marr jaon bas qisa he tamam hojaye...

Zeeshan_shani786
 

shamil tha wo be meri moat ma ...
akhir itna to us ny be kia tha marr he dala bas mjhy

Zeeshan_shani786
 

dar tha mjhy itna ky khien phirsy toot nh jaon ma aj wo din be ahh gya log phir hans rhy mjhpy

Zeeshan_shani786
 

nhi khta ab ksi say kuch be youn he marr jaon gah roty roty..

Zeeshan_shani786
 

pagal smjhty han ab log kya wo be to pagal he khti thi...

Zeeshan_shani786
 

mara taharuf bas itna tha ...
dukii atma dukhi atma

Zeeshan_shani786
 

koi haq hasil ni tha mjhy
tumsy itna khta ky mara koi kasoor nhi

Zeeshan_shani786
 

ab to koi kasoor nhi tha mara phir be
judai jesi saza kue dee tum ny

Zeeshan_shani786
 

piyar krna jurm hai to sahi day do saza
mjhy manzoor hai sazay moat....

Zeeshan_shani786
 

sun rha hai na toun roo rha hon ma....

Zeeshan_shani786
 

khush rhna mary naseeb ma nhi likha hoa roona he thek hai rooty rhny say ghum he kam hojayen shahid..

Zeeshan_shani786
 

Masoom mohbbat ka itna sa fasana ha
kaghaz ki hawely ha aur barish ko bhi ana ha
kya shrty muhbbat ha kya sharty zamana ha
awaz bhe zakhme ha aur geet bhe gana ha
ye ISHAQ nahe aasaan bus itna samajh lejye
ik agg ka darya ha aur doob k jana ha..

Zeeshan_shani786
 

Hum dua karte hain khuda se,
Ki wo aap jaisa dost aur na banaye,
Ek cartoon jaisi cheez hai humare paas,
Kahin wo bhi common na ho jaye!

Zeeshan_shani786
 

Qayamat tak tujhe yaad karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe sms karne ko to nahi kahenge,
Par phir bhi tere sms ka intezar karenge.

Zeeshan_shani786
 

Ban Gayi Hai Dil K Majbori Mulakatain
Ho Gayi Hai Ab Tu Zrori Mulakatain
Aankhon Se Kuch Keh K Bichar Jana
Jan Le Lain Gi Ye Adhoori Mulakatain

Zeeshan_shani786
 

Muhabat to thi usko beshak mujh say
.
.
Bus meri hi umeedain had say ziada thi us sa

Zeeshan_shani786
 

Dil jab tootta hai to Aawaaz nahin Aati! Har kisi ko Muhabbat raas nahin Aati! Ye to apane-apane naseeb ki baat Hai! Koi bhoolata Nahin aur kisi ko Yaad bhi nahin Aati!

Zeeshan_shani786
 

Naseeb mera Q mujse khafa ho jata h, Apna jisko B mano bewafa ho jata h, Q na ho shikayat meri nazro ko raat se, Sapna pura hota nhi or sawera ho jata h..