Damadam.pk
abihakhanam's posts | Damadam

abihakhanam's posts:

abihakhanam
 

suna hai log isy ankh bharh ke dekhty hain yeh bat hai tu chalo kuch din is ke sehr mein tehr kr dekhty hain

abihakhanam
 

jo saaz se nikli hai woh dhun sab ne suni hai jo taar pe beti woh kis dil ko pata hai

abihakhanam
 

jagah jee lagane ki duniya nhi hai yeh ibrat ki ja hai tamasha nhi hai

abihakhanam
 

jo laut ain tu kuch kehna nhi bs dekhna inhy guoor se jinhy raston mein khabr hui k yeh rasta koi or tha

abihakhanam
 

Is sharth pe khilogi piya pyaar ki bazi jo jeeton tu tujhy paon jo haron tu piya teri

abihakhanam
 

idhar a sitamgar hunar azmayen tu teer azma hum jigar azmayen

abihakhanam
 

tere koche kis bhane mujhy din se rat jrna kabhi is se bat krna kabhi usse bat krna

abihakhanam
 

Jo saz se nikli hai woh dhun sab ne suni hai jo taar pe beeti woh kis dil ko pata haiā¤