Damadam.pk
aloneprisoner's posts | Damadam

aloneprisoner's posts:

Qilla Umar Kot Sindh
a  : Qilla Umar Kot Sindh - 
Umarkot Qilla
a  : Umarkot Qilla - 
aloneprisoner
 

koi Baata sakta hay Kay hospital admit hoonay Kay bawajood neend kiun Nahi ati hospital mai

aloneprisoner
 

sorry doostoon thoori si injury ki waja say hospital mai hon discharge hootay hi wapis Ajaoonga jab tak Kay duaoon mai yaad rakhna

aloneprisoner
 

doostoon aaj bohat kaam hain shaam mai baat hoo jai Yah raat mai kuch pata nahi

Yah hain watan ki betiyan joo agar hath mai Aik pistol pakar lai too duniya hila sakti hain khuff Nahi rakhti dil mai kisi ka Yah hain pata ki paikar
a  : Yah hain watan ki betiyan joo agar hath mai Aik pistol pakar lai too duniya - 
Iis zindagi ka maza hi alag hay kuch too khaas hay na iis pak fizzaoon mai I salute you Marrium she is a real celeb of Pakistan
a  : Iis zindagi ka maza hi alag hay kuch too khaas hay na iis pak fizzaoon mai I - 
Beautiful People image
a  : Jan par jab ajati hay humain izzat bas Pakistan ki yaad ati hay aur rooh - 
Kia tumhain yaad hay?
a  : Kia tumhain yaad hay? - 
aloneprisoner
 

be right back

aloneprisoner
 

Happy rainfalls Karachi waloo

Beautiful People image
a  : Aaj free day off mili - 
aloneprisoner
 

jab say hosh sambhala hay aik hi baat ki fikar rehti thi kam say kam ammi too meray sath hon aab nahi hain too pata nahi kiun aisa lagta hay koi dua lagti hi nahi manta hon ammi ki nahi maanta tha aur apni karta tha par duaoon mai rehta tha ammi ki par aab koi nahi hay aisa joo dua karnay wala ho ammi jaisa sorry ammi mai aaj bhi wahin khara hon jahan aap nay kaha tha nahi jana magar meri manzil alag zaroor hay par ghalat nahi aap janti hain na kal aap ki 3rd death anniversary hay mai leave par aya par yah khali ghar mjhy ghar mai rehnay nahi daita kash thoora sa dara dia hoota kisi nay too mai bhi dar kar soo lia hoota

aloneprisoner
 

jeenay kay lia zaroori nahi kay koi aap ka apna hoo aap sab kay ban kar jee loo Allah koo pasand ajai yah bari baat hay janab