Damadam.pk
amanadil22's posts | Damadam

amanadil22's posts:

amanadil22
 

Os ney tab tab nahi suna mujh ko
Me ney jab jab kaha
Muhabbat hai

Matlab ki dunya hai asey bach k raho jesy log aag sey khud ko bachatey hain
a  : Matlab ki dunya hai asey bach k raho jesy log aag sey khud ko bachatey hain - 
amanadil22
 

Kabhi kisi k jazbaat ka mazak na banana
Na janey kon sa dard ley kar koi jee raha hai

amanadil22
 

Kaha hain meri behnein utho bs hai dophr ko jagna hai kya meri sweet sistrs

Good morning
a  : Asalam oalaikum nd gd morning to my All sisters have a nice day - 
amanadil22
 

Aksat jis shaks sey apko umeed hoti hai
K sahara dega
Wohi shaks apki bunyaadein hila deta hai

amanadil22
 

Wo KHUDA sey kya muhabbat kar sakega
Jesy nafrat ho uss k bandey sey

amanadil22
 

Raabto ki naa kijiye prwa
Aap aadat nahi muhabbat hai

Best acter zain imam
a  : Best acter zain imam - 
amanadil22
 

Baraye karam mery post py boys reply na karey

amanadil22
 

Dasy ma waya janana che wafa pa ta k neshtaa
Ta ka bal na wafa ghwary no ap khpala wafadaar sha

amanadil22
 

Zindagi tab he khobsoorat ban k gizarti hai
Jab ap khud sey pehly auron k liye duaien karty rahty h

amanadil22
 

Zindgi mein jahan jahan dil me dard uthy
Thora soch lena kahin apno ka haath tau nahi

amanadil22
 

Da armaan pa lara tlama
Da armaan pa tama tama
Yao arman me pora nasho
Armanuno armani kram

amanadil22
 

Apna tau ye shewa hai zara ghaur sey sun lo
Hum khud he tarap lety hain tarpaya nahi kartey

Social media post
a  : Post by amanadil - 
Rab ne bana dee jori 

Maan nd geet best coupls in drama geet
a  : Rab ne bana dee jori Maan nd geet best coupls in drama geet - 
amanadil22
 

Jau log jitni hasiyat k qaabil hoty hai wo auron ko bhi utni he hasiyat ka qabil smjhta hai chahay wo os sey behtar ho

amanadil22
 

Har insaan ka zameer zinda nahi hota kayi logon ka zameer mara hua hota hai tabhi agar wo kuch nahi balky bohat kuch galat kar deta hain lakin os ka zameer os ko ye ehsaas nahi dilata k tum ney galat kiya ulta daad det hai

amanadil22
 

Wesy face day hai tau nahi lakin achi baat hai malom hojaye mery face k bary mein meri behnein kya jawb deti hain