: Ek Shaks ki Chahat ka Armaan raha Aksar =Jo Jaan kar bhi sab kuch,Anjaan raha Aksar =Ye Pyaar Mohabbat ka hai Khail "KHUDAYA" Kaisa =Ki Jis Ne Wafa Us ko,Nuksaan Raha Aksar =Aata hai Wo Neendon mein,Rehta hai Wo Khwabon Mein =Ek Ye hi to Us ka Mujh Py, Ehsaan raha Aksar