kyu logo ko marna asaan lgta hn
hashar,qabar hisaab kitaab sb mazak lgta hnππ³ππ
sabar ki jiye apka kl bethar hoga
inshallahππΉ
beparwa zaroor hn taha but tumhari parwa bht krti ho miss u so mxhππβΊ
me badnaam nh krti sare raaz chupa leti ho koi pouchta hn uske bary me tu hlka sa muskura deti hoπβΊ
bht dino se koi hichki nh ayi
bhoolne waly teri tabiyat tu thj hn naawπππ
lazmii hn tumhy apne ap par guroor karty rehnaa kyu k hum jesy chahe wo aam ho hi nh sktaaππΉππππ
inshallah sb se thursday ko bt hoti hn me thury din k liye jarahi ho damadam chor kar bhn ki shadi me bht masroof jo kisi ko time nh de parahi bht sikhey hn logo ko mujhse but zaki i miss u me wapas apgi meri jan sb me tum mere liye bht eham ho yas rakhna meri bt
mere dil β€me utar kar bhi mere jazbaatπΉππ na jany wo mera hal sun kar bhi mere halat na janeβ ab us bedard se kia khahonga π£ayee mere mulaa wo jo nazaryπ bhi na par paya fir wo alfaazππ kia janeπ
agr tumhare rizq me se kisi ki zarooriyat buri horahi h tu tum khush kismat ho k tumhara rab tumhara rizq pak kar raha hππ
alhamdullila khene ki addadt daliye kyu k allah sukar guzaro se bht mohabbat karta h beshakπ
subha uty hi jissy dekhne k man kary meri asi mohabbat ho tum dear zaki my sweet friend lkn tu manhoos bhi bht h ππππ
kasam se koi sath nh deta
chahne waly bhi jb sath dete h jb wo khud akely hoty hπ
chamcha jis bhartan me rehta h usse khali kardeta hπ
jhooty insaan ki unchi awaz sachy insaan ko khamosh kara deti h lkn sachy insaan ki khamoshi jhooty insaan ki buniyaad hila deti hππππ
jo log rishty nebhane k liye bara dil karty h aksar unlogo ko dhukh taqleef or dhoka hi milta hππ
khaas log samajh jye risty ek dosry k khayal rakhnr k liye banaye jaty h ek dosry k istamaal karne k liye nhππ
apne rasty k intaghaab ap khud kijye kyu k ap ko ap se bethar koi nh jantaβπ
kbhi kisi ko kam nh samajhna
5 rupy k pen bhi 5 curor k check sein karne k kaam ata h samajh gye bt πππ
pta h mere mamma or pappa me kia farq h achi tu bht meri mamma bhi h but mere pappa is my world mamma me farq yeh h k mamma duniya ki bto k suchy gi or pappa sirf duniya ko bhar me dal kar apni beti k suchy ge yehi farq h mere mamma pappa me isliye mujhy apbe pappa se zada pyar h may be har beti ko apni maa se zada pyar hota h but mujhy apne baap se bht pyar h duniya me kxh bhi apne baap k liye bardash kar skti ho or apne baap k liye har kisi ko chor bhi skti ho chahy wo meri zindagi kyu na ho but mujhy uspar bhi yaqeen h k pappa jb bhi mere bary me hi suchy ge kyu baap hn hi asi cheez love u alot pappa β€β€ππππππ
me kisi se naraz nh hoti bss khas se aam krdeti hoππ
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain