mohabbat ki bt na karo sahab is lafz se takleef hoti hπ©π«πππ
mood ki by h sahab ...
kbhi tu apne bhi zehr lgty hππ
log ankhy band karty h tu unko apne ex ki yad ati h me tu ankhy band karti ho tu mujhy neend ajati hπππ π πππ
koi sakht dil k sath peda nh hota yeh duniya wale narmi rehny nh dete πππ€π€
ek khuaish yeh h k koi dil k dard na dekh saky or ek hasrat yeh bhi h ek k koi tu dekhyπ€ππππ
hum samajhty thy k wo wafadaar h mgr wo tu adakaar nklyππππ€
dear hijabi....
na tamana h sitaro ki na chahat h nazaro ki jb tum jesa dost mily tu kia zaroorat h hazaro ki... i love u meri jaan ππ€πβ€οΈβ€οΈππππ€©π
kitni khushi milti h jb aadhi rat ko ankh kholy or pta lgy k abhi tu or sona hπ€ππ
dear hijabi...
ap ko mujh jesa pgl dost milgaya samajhly k ap ko sb mil gayaππ€πππ
dil ko kiss bt ki saza h yrr is ko mot tk kyu dharakna h
wo jo ek shaks mujhy tana-e-Jan deta h marne lgta ho tu marne bhi kaha deta h teri hi Sarto pe hi karna h tujh ko kubool ary yeh saholat tu mujhy sara jahan deta h πβΉοΈππ©πππ
chai peeni ati nh coffee peeny jarahe ho bt karna ati nh bakwaas kiye jarahe Ho πππππππ
Khuda ki kudrat k ek manzar nirala dekha panchee asmaan me ury or keed zamana dekh ππβΉοΈπ£
dear "ex" hn tumhari gahri bhi mere pass hi rakhi h almari k corner me chupa k samhal k rakhi h mne lkn uska bhi waqt meri tarha tham sa gaya h or wo jo akhri dafa galy gaya tha tum ko wo shirt abhi tk dholwayi nh h mne hn khushbo ana tumhari band hogai h us me se lgta h kisi or ko mehkane chli gai hπ°π°π€π’πππππππ
mout k Musam h nai waba ayi h saas lene pe bhi ek saza aye h Jan chorti nh Jan lene tk ayy ishq tere takar ki bhi ek bala ayi h
tujhse mil liya do bt karli wo ek hadsa tha tu mulakaat na ban mujhy pta h me barbaad Ho me doob raha Ho tu bta ne wala mera baap na ban
jo samajhty thy k tamasha hoga mne chup reh kar bazi ki palat dali
k jb Chaha tu Chaha mujh ko jb chaha chor diya or wase mujh ko kia mukhatib maikhane se rishta jor diya ayyy husney sabah ek bt bata kia bachpan se kya khilona liya or tor diya
ansoo janty h k kon apna h isliye apno k Samny behjaya karty h muskurahat k Kia h wo tu geero se bhi wafa karlety h
jo kuzar gaya nadaniyu me wo waqt kamaal k tha sahab
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain