Muskurati hoon sab ke liye, Magar khud se kabhi baat nahi hoti... Dil hansne ka bahana dhoondta hai, Lekin khushi se mulaqat nahi hoti. Kuch log poora dard samajh jatay hain, Bina kahe sab kuch keh jatay hain... Aur kuch… itna udaas kar jatay hain, Ke insaan muskurana bhool jatay hai.