Gunnah gari main kab tak umer kaato😥 bas itni c dua🤲 hai dil♥️ badal day mera ghaflat main doba dil♥️ badal day
Mera dil♥️ badal day meri faryaad sun lay meray mola bana lay apna banda dil♥️ badal day🤲
Ya Rab♥️ main bebas hu tu meri madad farma ameen summa ameen 🤲
Ya Allah behaya larko say har larki ki hifazat farma ameen summa ameen 🤲
Ya Rab♥️ hum sab par rehm farma hamari jaiz hajato ko pora farma ameen summa ameen
Ya Rab♥️ mujh par rehm farma ameen summa ameen
Ya Rab♥️ main bebas hu tu meri madad farma🤲
Pak hai wo zaat jo raato raat apnay banday ko masjid e haram say masjid e Aqsa bait ul muqaddas lay gai🎠🎠🎠
Ya Allah bheriyo say hifazat farma kar mujhe manzil tak pohcha day ameen summa ameen 🤲
Alhamdulillah♥️
Ya Rab hum sab ki mushkilay asaan farma ameen summa ameen 🤲
hadia@
: Aesi behaya mohobbat say Allah had larki ki hifazat karay amen summa ameen -
Alhamdulillah♥️
Ya Rab♥️ mujh par rehm farma ameen summa ameen
Namaz jannat ki kunji hai
Jumma mubarak ♥️