Damadam.pk
hina..._khan's posts | Damadam

hina..._khan's posts:

hina..._khan
 

Woh school ki perhai wo pyar bhari baatien
Wo syllabus ki tension wo exam ki raatien
Wo Canteen ki party woh friends Ki laatien
Wo roothna mana-na
Wo bunk mulaaqatien
Proposal ki planning mein wo raat ka guzarna
Phir class k peechay ki seat per sona betuki baaton ko serious lena wo matlab ki baatien hansi mein urana Na wo din hain
Naa raatien, Naa ghusa, Naa baatien
Ager kuch hai to bus Yaadien Hee Yaadien

hina..._khan
 

Meri sham-e-tanhai aksar mujh se pochti hai Wasi
kahan gaye woh log jin k liye zamane ko thukraya tum ne…
(‘,’)/
<;)(
.//_ kahan ho mere dosto awaz do
warna ye wasi taany marta raheyga… 🙁

hina..._khan
 

.a6Dost Rothe To Rab Chote,
.a8Phir Rothe To Jag Chote,
Agar Phir Rothe To Dil Tote,
.a6Aur Agar Phir Bhi Rothe To,
Utar Chappal Marr Saale Ko,
Jab Tak Chappal Na Tote….a5

hina..._khan
 

ALLAH k khauf se girnay wala aansoo Be-Shak chota q na ho Lekin Es mein itni Taaqat hoti hai k wo Samandar k barabar Gunah mita daita hai…

hina..._khan
 

Duniya tumhain us waqt tak nahi hara sakti jab tak tum khud se na haar jao.”
Hazrat Ali (R.A)

hina..._khan
 

Bari Tarap Hai Meri Iltija K Parde Mein,
Main Tujhy Maang Raha Hon Dua K Parde Mein,
Use Bhi Darr Hai K Raaz Khul Na Jaye Kahin,
Likha Hai Naam Mera Usne Hina K Parde Mein,
Me Us K Kooche Se Guzra To Ye Guman Howa,
Mujhe Pukara Hai Usne Hawa K Parde Mein,
Ajeeb Tarz-E-Masihai Us Ne Dikhlaya,
Hayat Meri Badal Di Dawa K Parde Mein,
Kuch Is Tarha Se Chupaya Hai Zulf Me Chehra,
K Jaise Chaand Chupa Ho Ghata K Parde Mein.

hina..._khan
 

Zamane Mein Bhi Dhondo Gy To Hum Sa Ho Nahi Sakta,
Sada Usko Hi Chahte Hain Jo Apna Ho Nahi Sakta,
Bohat Ujra Howa Dil Hai Magar Apna Aqida Hai,
Jahan Mehken Teri Yaadain Wo Sehra Ho Nahi Sakta,
Kisi Ki Yaad Ab Bhi Raat Ko Sony Nahi Deti,
Shab-E-Tanhai Se Keh Do Main Tanha Ho Nahi Sakta,
Kuch Us Ki Bhi Khataen Theen Wabaal-E-Zindagi K Sath,
Sabhi Kuch Hi Muqadar Ka Likha To Ho Nahi Sakta,
Juda Ho Kar Bhi Dono Jee Rahy Hain Aik Muddat Se,
Kabhi Dono Hi Kehte Thay K Aisa Ho Nahi Sakta.

hina..._khan
 

Mera Mohsin Wafa Ka Youn Sila Mangta Hai,
Jesay Soraj Kisi Jugnu Se Ziya Mangta Hai,
Mere Be Noor Khayalon Ko Ujala De Kar,
Wo Mere Kachay Gharonde Ka Diya Mangta Hai,
Manind-E-Dil Jisay Senay Mein Dharakta Paon,
Janay Kion Mujh Se Bicherne Ki Dua Mangta Hai,
Azal Se Jis Ko Dosti Ka Payember Jana,
Wo Meri Belos Ebadat Se Panah Mangta Hai,
Wo Janta Tha Wafa K Sabhi Okaf-O-Ramoz,
Phir Bhi Iss Khel Mein Wo Mujh Se Nafa Mangta Hai

hina..._khan
 

Jab Yaad Ka Qissa Kholon To,.Kuch Dost Bohat Yaad Aate.Hain,.Main Guzre Pal Jo Sochon To,.Kuch Dost Bohat Yaad Aate Hain,
.Ab Jane Konsi Nagri Mein,.Abad Hain Jakar Muddat Se,.Main Raat Gaye Tak Jagon To,
Kuch Dost Bohat Yaad Aate Hain,
.Kuch Batain Thi Pholon Jesi, Kuch Lehjay Khusbo Jese Thy, Main Sheher-e-Chaman Mein Tehloon To,
Kuch Dost Bohat Yaad Aate Hain,Wo Pal Bhar Ki Narazgiyan,
Aur Maan Bhi Jana Pal Bhar Main Ab Khud Se Jab Bhi Rothon To, Kuch Dost Bohat Yaad Aate Hain.

hina..._khan
 

Waqt Ne Badal Dia Logon Ka Mayar Ghalib,
.
.
.
.
Warna Hum Bhi Wo Log The Jo Dilon Me Basa Karte The

hina..._khan
 

Socha Tha K Wo Bohat Toot Kar Chahay Ga Humain Ghalib,
Lekin Ye Kia Sitam Hai K
Socha Bhi Humne,
Chaha Bhi Humne,
Aur Toot Bhi Hum Gaye.

hina..._khan
 

Dua
Apny Liye Mangna Ebadat Hai
Aur
Dosron K Liye Mangna Khidmat Hai,
Ebadat Se Jannat Milti Hai
Aur
Khidmat Se Khuda Milta Hai

hina..._khan
 

Dua ki sorat mein DOSTON ki khatir jo mere honton se lafz nikle,
Jo Meri Aankhon se Ashk nikle,
Unhi k badley mere ALLAH
Jab bhi DOSTON ka naseeb likhna
UROOJ likhna
KAMAL likhna,
kabhi na harf-e-zawal likhna,
Khushiyan likhna,
aur un ki Umar Daraz likhna…
Ameen

hina..._khan
 

Aey Mere RUB koi Zabt De Na jalal De, Mujhe Sirf itna kamal De,
Mujhe Apni rah pe Dal De, K Zamana Meri Misal De,
Jo Teri Rehmaton ka Nazol Ho, Muje Mehnato ka Sila Mile,
Mujhe Mal-O-Zar ki Hawas Na Ho, Mujhe Bus Tu Rizq-E-Halal De,
Mere Zehn Me Teri Fikr Ho, Meri Sans Me Tera Zikr Ho,
Tera Khauf Meri Nijat ho, Sabhi Khauf Dil Se Nikal De,
Teri Bargah Me Aey RUB, Meri Roz-O-Shab Hai yahi Dua,
Tu RAHEEM Hy Tu KAREEM Hy, Tu Mujhy Mushkilon se Nikal De
***** ( “Aameen”) *****

hina..._khan
 

Tum haya-o-shriyat k taqazon ki baat karty ho,
Hum ne nangay jismon ko malboos-e-haya dekha hai,
Hum ne dekhay hain Ehram me lipty kai Iblees,
Hum ne may-khanay me kai bar Khuda dekha hai.
(Allama Iqbal).a2

hina..._khan
 

Yahan Adam Ka Beta Khush Hota Hai, Hawa Ki Beti Ko Benaqab Dekh Kar.!

hina..._khan
 

Ham sudar nahi saktay block kijiye ya bardasht kijiye.g6

hina..._khan
 

Akhhaan Wich Kajla Dholna Vey Terey Naam Daa.....(X2)
Teri Saun Khani Aan, Sochan Vich Rehni Aan, Bhanwan Vich Ghajra Dholna Vey Terey Naam Da(2) Akhhaan Wich Kajla Dholna Vey Terey Naam Daa Akhhaan Wich Kajla Dholna Vey Terey Naam Daa Bhanwan Vich Ghajra Dholna Vey Terey Naam Da(2) Akhhaan Wich Kajla Dholna Vey Terey Naam Daa.Dil Mera Merey Kol Hoon Nai Rehnda Vey Teri Eh Judai Ek Pal Vee Nai Sehnda Ay Teri Saun Khandi Aan, Sochan Vich Rehndi Aan.2,
Paa Leya Cholaa Dholna Vey Terey Naam Da

hina..._khan
 

.q1 Dua Hai Ap SuB KhaRiyat SaY HonGy .a2 AmEeN

hina..._khan
 

Tere jaane ka gham Aur na aane ka gham Phir zamane ka gham Kya karein Raah dekhe nazar Raat bhar jaag kar Par teri to khabar na mile Bahut aayi gayi yaadein Magar is baar tum hi aana Iraade phir se jane ke Nahi lana, tum hi aana Meri dehalij se hokar Bahaare jab gujarati hai Yaha kya dhoop kya saawan Hawaayein bhi barasati hai Hame puchho kya hota hai Bina dil ke jiye jaana Bahut aayi gayi yaadein Magar is baar tum hi aana Ho ho ho… Koi to raah