ankhon me numi
hasi labon pe
kia hal hai
kia dikha rhe hou
dmd now has ads up ur face and i thought it couldn't get worse?
yunhi pehlu me bethe rahou
na khule aankh
agr khuwab hai to
khuwab sahi
ae ishq hume barbad na kr barbad na kr
ae ishq na chher aake hume
hum bhule huon ko yad na kar
kabhi hum khubsoorat the
tum mere paas rahou
mere qatil mere dildar
mere paas rahou
is qadr pyar se ae jaan e jahan rakha hai dil ke rukhsar pe is waqt teri yaad ne haath
hum ko apni khabr nhi yaron
tum zamane ki baat krte hou?
these ghazals gon be the death of me
rah e wafa ke musafir ko kon samjhae
ke is safr me koi humsafr nhi milna
chalo zamane ke khatir ye jabbr bhi seh lein
agr mile bhi kabhi toot kr nhi milna
tou kia yeh teh hai ke umr bhar nhi milna?
tou phir ye umr hi kia tujhse gar nhi milna
allah na milne ke bahane the hazaron
milne ke liye koi bahana hi nhi tha..
dekho mere sar phor ke marne ki adah bhi
warna mujhe deewana banana hi nhi tha
ae wada shikan khuwab dikhana hi nhi tha
kyun pyar kia tha jo nibhana hi nhi tha

yeh khel hai aisa jis me phas chuke hein me aur aap hi
tou kia hua agr me likhte hue banu sharabi
aur ab bhi hai ghatak ti teri yahan kami
yeh khali ghr hai jese sukhi koi nadi
aur tu hai jo yahan aaj jalpari bani
par hai samandar phir bhi khara hi tou hi
ye shayari tere laiq nhi
tou shayad hi
tere kisi kaam ayegi
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain