Prince ki dunya. ... Mangi thi ye dua rab sy****dost dena jo ho alg sb sy....... Khuda ny mila diya tumhe aur kaha*****khyal rakhna anmol hai sb sy........
Good morning...Prince ki dunya Jb koi dost ap sy nraz hota hai tu ap kiya karte hai......mujh sy bhi mera aik friend nraz ho gya hai kya koi btay ga mujhy k mai usko kase mnao..... Thanks.....
By Prince Asad....... Na kuch khata tha na kuch pita tha...... Tere khyalon ki barish mai bhega rehta tha...... Ma bap kehte thy tu pagal ho rha hai..... Ik ladki k pechy ghayal ho rha hai..... Tabiyat kuch khrab rehny lgi thi..... Sardi mai garmi tu garmi mai sardi lagny lgy thi.... Ab tu mano roz mujhy bukhar ho rha tha..... Had sy zyda mai bimar ho rha tha..... Shyd mujhy pyar ho rha tha.....