Doniya taleem yafta logo sey bhar gai magar insaniyt sey khali hogai pahla do log larta tha to tisra solha karta tha maghar ab tisra video banata ha
Muhabbat to roh sey hoti ha pihr mila ya na mila ka rona q
Muhabbat hojai to sajda lamba hojata han ishq hojai to sajdo me sar kat jata han
Ishq aghar khak na karda to khak ishq hua
Ya ALLAH unha bhi khosh rakhna jo hamain khosh nhi dakh sekta ameen suma ameen
Doniya wo kitab ha jo kabhi nhi pardhi ja sekti ha aur zamana wo ustad ha jo sub kuch sikha data ha
Warani andar ki ek qalab jana ek rab jana
Naz Na kar sub khak ha
Tanha rahalen maghar apna maiyar mat ghirain izat ka baghar muhabbat ka koi wajod nhi
Apno kahi karam ha ghairo ki kia majal thi
ALLAH ki mohlat ko taqat na samjho