Hiran tha ka ya Kia majra ha koi kahta ha doniya bohat achi ha koi kahta ha bohat bori lakin pihr samaj aya jasi nazar wasahi nazara
Jo guzar gaiya waqt wo acha tha ana wala waqt bohat bora
Bat larka ya larki ki nhi ha bat sirf itni si ha asal sey khata nhi kam nasal sey wafa nhi
Kahna walo ka kia jata ha sehna wala kamal karta han
Ap apni zindagi sey bhala khosh na ho par kuch log asa bhi han jo ap jasi zindagi jina ka liya tarasta han
Ap bhi mojha maf kardo anila sis
Acha hota han bora log acha huna ka dikhawa to nhi karta
Insan bhi dasta ha zahar dal ka lafzo me
Mati ka sansar me khail seka to khail bazi rab ka hat ha karla sub sey mail
Insan bhi ajeeb mijaz ka ha jo iski tabiyt ko samajha wo acha lagta ha aur jo iski niyat ko samjha wo bora lagta ha