Agha apni muot sey koi basher nhi saman so baras ka pal ki khabar nhi
Waqat aur zindagi insan ka har sawal ka jawab dati ha lakin jab dati hato lajawab kar dati ha
Muot to sub ko ati ha par jina kisi kisi ko ata ha



Khowhisha jitni ziyada hongi taqlif utni hi ziyada hongi imthan bhi utna hi honga

Jisma haya nhi wo aurat hi nhi jis mard me ghert nhi wo marad hi nhi

Me dikhawa q karon kis liya kis ka agaha yahan roza mehshar mera hisab khoda laga koi insan nhi ALLAH hafiz
Aghar kabhi kisi cheez par gharor ana laga to ek chakar qabrostan ka laga liya karo wahan ap sey bhi behter insan mati ka nicha dafan ha
Unka sat guzara ho sekta ha jinki tabiyat kharab ho lakin unka sat nhi jinki tarbiyat kharab ho







submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain