Khowhisha jitni ziyada hongi taqlif utni hi ziyada hongi imthan bhi utna hi honga

Jisma haya nhi wo aurat hi nhi jis mard me ghert nhi wo marad hi nhi

Me dikhawa q karon kis liya kis ka agaha yahan roza mehshar mera hisab khoda laga koi insan nhi ALLAH hafiz
Aghar kabhi kisi cheez par gharor ana laga to ek chakar qabrostan ka laga liya karo wahan ap sey bhi behter insan mati ka nicha dafan ha
Unka sat guzara ho sekta ha jinki tabiyat kharab ho lakin unka sat nhi jinki tarbiyat kharab ho












Jasi nazar wasahi nazara
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain