Me haqiqto ki tasbi bachpn sey pardh raha hun mojha khod sey bhi nhi ha tom sey kia tawaqo

Yahi naseeb tha mera yahi moqdar tha raha wahan bhi piyasa jnha samandar tha
Muhabbat ka sabaq da raha han doniya ko Jo Eid apna sagha Bhai sey nhi milta



Khastiyan behir ka Pani sey nhi andar ka Pani sey dobti han aur ghar bhi

Parda nazar ka hota ha is soch Na Adi insaniyt ko berhana kar diya ha



Nhi tha atbar usko mari mokhlisi ka kho Diya usna mojha azmata azmat



Ji raha han faqat marna ka liya pihr fakhar kasa gharor kasa

Lot aya shaher ka mahol Kuch acha na tha kam tha roswai ka pihr bhi koi roswa Na tha
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain